SEARCH RESULTS
Showing search results for "rasm-e-ulfat"
Nazm MATCHES FOR "rasm-e-ulfat"
Nazm
KHana-abaadi
ye rasm-e-inqitaa.a ahd-e-ulfat ye hayaat-e-nau
mohabbat ro rahii hai aur tamaddun muskuraataa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
haweli
haa.n vo naGma chhe.D jis se muskuraa.e zindagii
to bajaa-e-saaz-e-ulfat aur gaa.e zindagii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
guftugu jo hoti hai sal-e-nau se ambar ki
dil se dil ke milne kii nuqra.ii sadaa.e.n ho.n
ra.ng-e-ishq-o-ulfat kii reshmii havaa.e.n ho.n
Aleena Itrat
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
yaad kar ke tujhe mazluum-e-vatan ro.e.nge
banda-e-rasm-e-jafaa chain se ab so.e.nge
Chakbast Braj Narayan
Nazm
id
har qadam par rah-rav-e-ulfat ko manzil ke liye
shauq honaa chaahiye ummiid honii chaahiye
Maikash Akbarabadi
Nazm
tumhaare baad
kyaa meraa naata bhii ko.ii samaaj se na rahaa
kyaa meraa vaasta rasm-o-rivaaj se na rahaa
Siya sachdev
Nazm
dariya-e-gomti
aasfii ho yaa husain-aabaad kii ho baargaah
tuu ne har taa'miir me.n apnii ba.Dhaa.ii rasm-o-raah
Fatima wasia Jayasi
Nazm
iltimas
tumhaare husn se is dil ko had-darja 'aqiidat hai
isii rasm-e-taqaddus me.n ye peshaanii mujhe de do
Saani Araryavi
Nazm
taj-mahal
mahv-e-aaraam hai jis me.n ko.ii 'mumtaaz' mahal
ahl-e-ulfat kii nishaanii hai yahii taaj-mahal