SEARCH RESULTS
Showing search results for "rukh-e-darpan"
Nazm MATCHES FOR "rukh-e-darpan"
Nazm
main
mohabbat kaa gharau.ndaa naar-e-duniyaa ne jalaa Daalaa
jo darpan thaa sunahrii KHvaahisho.n kaa
Mahrukh Ali Mahi
Nazm
subh-e-id
kyaa shai hai kyaa kahuu.n ruKH-e-KHandaan-e-sub.h-e-iid
goyaa bahaar par hai gulistaan-e-sub.h-e-iid
Master Basit Biswani
Nazm
eajaz-e-tasawwur
bha.Dke ik aah kahaa chaa.nd ne yuu.n zohra se
ai nigaar-e-ruKH-e-zebaa-e-bahaar-e-aflaak
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
maqsud-e-ulfat
terii ulfat ke hai qaabil ruKH-e-zebaa-e-bahaar
jis ke anmol javaahar kaa nahii.n ko.ii shumaar
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
nukta
duniyaa ko haqiiqat ke ujaalo.n se sajaa.e.n
gosho.n me.n samo de.n ruKH-e-tanviir-e-mohabbat
Naseer Parwaz
Nazm
KHizan ke git
abhii to anjuman-e-mehr-o-maah bikne do
abhii naqaab-e-ruKH-e-husn-e-yaar baaqii hai
Razia Rana
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
aa.e nazar uluum-e-jadiidah kii raushnii
jis se KHajil ho nuur ruKH-e-mehr-o-maah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
kashmir
har laala-e-kuhsaar hai shakl-e-gul-e-raahat
daaG us ke hai.n yaa KHaal-e-ruKH-e-huur-e-masarrat
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kahan hai aa ja
roz-o-shab muntazir-e-diid-e-ruKH-e-yaar huu.n mai.n
dil hai vaqf-e-Gam-e-aalaam kahaa.n hai aa jaa
Shakeel Badayuni
Nazm
mauzuat-e-suKHan
zaraa hamaare ye shaam-o-sahar sa.nvar jaa.e.n
to ham bhii zulf-o-ruKH-e-mah-vashaa.n kii baat kare.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
shair
tarjumaan-e-jazba-e-aqdas tirii fikr-e-rasaa
tuu ruKH-e-raaz-e-haqiiqat se uThaataa hai naqaab
Bismil Dehlavi
Nazm
ahd-e-mohabbat
duur mahtaab ke saa.e me.n ziyaa-paash rahe
ruKH-e-pur-nuur pe aavezaa.n chamakte taare