SEARCH RESULTS
Showing search results for "rukh-e-darpan"
Ghazal MATCHES FOR "rukh-e-darpan"
Ghazal
aashnaa.ii setii mardum ke huu.n az bas bezaar
ruKH-e-darpan kii taraf chashm kuu.n raGbat nii.n hai
Mirza Daood Beg
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
labrez hai shu.aa-e-ruKH-e-dil-faroz se
le aab-e-husn-e-saaGar-e-sarshaar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mire lahuu me.n ab itnaa bhii rang kyaa hotaa
taraaz-e-shauq me.n aks-e-ruKH-e-nigaar bhii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
zulfo.n ko diyaa hai ruKH-e-zebaa ne ajab ra.ng
jalvo.n se tire aur bhii raushan hu.e saa.e
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
jab tak rahe vo merii nigaaho.n ke saamne
Thahrii na ek ruKH se adaa-e-KHiraam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
chalii jaa.egii ik hii ruKH havaa taaki zamaane kii
na puuraa hogaa teraa daur ye ai aasmaa.n kab tak
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kartaa huu.n jo baar baar bosa-e-ruKH kaa savaal
husn ke sadqe se hai mujh ko gadaa.ii kaa ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mai.n ne har mauj ko mauj-e-guzaraa.n samjhaa hai
varna tuufaano.n kaa ruKH merii taraf kyaa kam hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
zaKHm-e-furqat ko tirii yaad ne bharne na diyaa
Gam-e-tanhaa.ii magar ruKH pe ubharne na diyaa
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
umiid-vaar ruKH-e-diida-baKHs-e-aa.iina-haa
qariib-o-duur nigah juz gumaa.n to kuchh bhii nahii.n
Hadis Salsal
Ghazal
vo niim-shab vo ruKH-e-maahtaab-o-abr-e-siyah
shikastagii thii ki chashm-e-falak-numaa niklii
Syed Amin Ashraf
Ghazal
Nabi Bakhsh Nayab
Ghazal
jii me.n hai yaad ruKH-o-zulf-e-siyah-faam bahut
ronaa aataa hai mujhe har sahar-o-shaam bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
mile na shaiKH se dil aur na barahman se mile
mile to us ke ruKH-o-zulf-e-pur-shikan se mile
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
janaab-e-aKHtar-e-jaa.n-daada-e-ruKH-e-gul ko
imaam-e-vaqt banaa.o bahaar ke din hai.n
Akhtar Ansari
Ghazal
uf ra.ng-e-ruKH-e-baani-e-bedaad kaa aalam
jaise kisii mazluum kii fariyaad kaa aalam