SEARCH RESULTS
Showing search results for "sa.nvaarne"
Nazm MATCHES FOR "sa.nvaarne"
Nazm
dosti ka hath
KHudaa kare ki salaamat rahe.n ye haath apne
ataa hu.e hai.n jo zulfe.n sa.nvaarne ke liye
Ali Sardar Jafri
Nazm
eid us pari-wash ki
haule se sa.nvarne lage ehsaas ke gesuu
dii kis ne dar-e-dil pe sadaa eid-mubaarak
Abdul Ahad Saaz
Nazm
naya aazar
havaa ke loch galii se nikhaar maa.ngaa thaa
tire jamaal kaa chehra sa.nvaarne ke liye
Mustafa Zaidi
Nazm
dhanak
mai.n dekhne lagii sun.ne lagii nikharne lagii
chahakne lag ga.ii sajne lagii sa.nvarne lagii
Sufia Anjum Taj
Nazm
jangal: ek hasht pahlu taswir
ek jiitii-jaagtii taabinda zinda shaa.ntii
phuulne-phalne sa.nvarne kar guzarne kaa khulaa imkaan
Ameeq Hanafi
Nazm
naya insan nai fikr
muntazir hai na.ii taariiKH sa.nvarne ke liye
meraa jazba miraa tesha miraa sar le jaa.o
Payam Fatehpuri
Nazm
shaeraat aur shair mein kabaDDi
lo mashq-e-shaa.era bhii ga.ii phuu.nk maarne
ukh.Dii jo saa.ns lag ga.ii zulfe.n sa.nvaarne
Sheikh Nizami
Nazm
shri-kirishna
nand ke laal jasoda ke dulaare mohan
sab ke big.De hu.e sab kaam sa.nvaare mohan