SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaqii-o-mai-khane"
Nazm MATCHES FOR "saaqii-o-mai-khane"
Nazm
taqaza
kyaa hosh tujhe saaqii-e-mai-KHaana-e-duniyaa
vo kaun saa saaGar hai jo ab TuuT rahaa hai
Fareed Ishrati
Nazm
jawahar-lal
karam hai saaqi-e-mai-KHaana kaa bahut gul-rez
havaa.e.n jis se mo.attar hai.n aur ambar-rez
Arsh Malsiyani
Nazm
ishrat-e-tanhai
aam ab faiz-e-mai-o-saaqii-o-mai-KHaana ho
ri.nd huu.n aur jigar-gosha-e-ri.ndaa.n huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nargis-e-mastana
tuu saaqi-e-mai-KHaana bhii tuu nashsha o mai bhii
mai.n tishna-e-hastii mujhe mastaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
kaifiyat
kitnaa ai saaqi-e-mai-KHaana tiraa mamnuun huu.n
lutf se tere hii meraa azm rindaana banaa
Ashraf Baqri
Nazm
nazr-e-Khaalida
Kaif-e-sehba-e-Tarab me.n Garq-e-maiKHaana hai aaj
har shajar saaqii-e-mai har phuul paimaana hai aaj
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shakespeare
saaqi-e-mai-kada-e-ziist zaraa aa.nkh to khol
tirii turbat pe siyah mast ghaTaa chhaa.ii hai
Jagan Nath Azad
Nazm
aatish-e-KHamosh
jibriil mire saath rahe roz-e-azal se
mai-KHaan-e-irfaa.n me.n shab-o-roz qadah-nosh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
meri shaeri aur naqqad
mere mai-KHaane me.n mauj-e-mai-e-ummiid haraam
mai.n vo naqqaash huu.n khoyaa hu.aa bhaTkaa naqqaash
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
KHakam-ba-dahan
mai.n aazim-e-mai-KHaanaa thii kal raat ki dekhaa
ik kuucha-e-pur-shor me.n as.haab-e-tariiqat
Fahmida Riaz
Nazm
shab-e-tanhai
mai.n bulaataa rahaa saaqii ko
pe vo niklaa nahii.n mai-KHaane se