SEARCH RESULTS
Showing search results for "saf-bandi-e-masjid"
Nazm MATCHES FOR "saf-bandi-e-masjid"
Nazm
urdu-e-mualla
apne mu.nh se kah rahii hai saaf urdu kii zabaa.n
maulid-o-maavaa hai meraa kishvar-e-hindostaa.n
Safi Lakhnavi
Nazm
subh ki aamad
KHabar din ke aane kii mai.n laa rahii huu.n
ujaalaa zamaane me.n phailaa rahii huu.n
Ismail Merathi
Nazm
jawab-e-shikwa
jaa ke hote hai.n masaajid me.n saf-aaraa to Gariib
zahmat-e-roza jo karte hai.n gavaaraa to Gariib
Allama Iqbal
Nazm
parinde
saf baa.ndh ke u.Dte hai.n to insaan ko ai 'zeb'
tanziim ke aadaab sikhaate hai.n parinde
Zeb Usmania
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
to.D kar rasm kaa but band-e-qadaamat se nikal
Kaifi Azmi
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
hamesha sabz rahegii vo shaaKH-e-mehr-o-vafaa
ki jis ke saath ba.ndhii hai dilo.n kii fat.h o shikast