SEARCH RESULTS
Showing search results for "saf-bandi-e-masjid"
Ghazal MATCHES FOR "saf-bandi-e-masjid"
Ghazal
ai shaiKH-e-haram aaj tiraa faisla kyaa hai
saf-bandi-e-masjid ki saf-aaraa.i-e-maidaa.n
Farooq Banspari
Ghazal
qaabil-e-ubuur itnii hai badan kii saf-bandii
tiir jitne chalte hai.n ruuh hii me.n ga.Dte hai.n
Muslim Saleem
Ghazal
un kaa milnaa hai nazar-bandii-e-tadbiir ai dil
saaf taqdiir kaa dhokaa nazar aataa hai mujhe
Tajwar Najibabadi
Ghazal
vaadii-e-kun se Gam-e-marhala-paimaa niklaa
merii kashtii ko liye vaqt kaa dariyaa niklaa
Kausar Jayasi
Ghazal
apne raushan mustaqbil kii baate.n karte hai.n
shaa.ir bhii diivaano.n jaisii baate.n karte hai.n
Husain Ahmad Wasif
Ghazal
ye hai mai-KHaana adab laazim hai ye masjid nahii.n
dair se aa.e saf-e-avval me.n shaamil ho ga.e
Nazeer Muzaffarpuri
Ghazal
TuuTe but masjid banii mismaar but-KHaana hu.aa
jab to ik suurat bhii thii ab saaf viiraana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
mire she'ro.n me.n fankaarii nahii.n hai
ki mujh me.n itnii hushyaarii nahii.n hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Ahmad Iftikhar khatak
Ghazal
use ye haq hai ki vo mujh se iKHtilaaf kare
magar vajuud kaa mere bhii e'tiraaf kare
Ejaz Rahmani
Ghazal
Mohammad Tausif
Ghazal
paa.nv gardish me.n hai.n kitno.n ke makaa.n ke aage
piichhe saaya ke yaa barfaab-e-giraa.n ke aage
Naim Siddiqi
Ghazal
naqsh-bar-aab naam hai sail-e-fanaa maqaam
is KHaanumaa.n-KHaraab kaa kyaa naam kyaa maqaam
Qalaq Merathi
Ghazal
saaf kahte ho magar kuchh nahii.n khultaa kahnaa
baat kahnaa bhii tumhaaraa hai mu.ammaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
'maajid' bhii terii KHalq me.n shaamil hai ai KHudaa
aise na be-ruKHii barat apne gadaa ke saath