SEARCH RESULTS
Showing search results for "safar-e-manzil-e-shab"
Nazm MATCHES FOR "safar-e-manzil-e-shab"
Nazm
fasil-e-shab
daaman-e-dil pe Gubaar-e-rah-e-manzil hai abhii
paa-e-afkaar me.n deriina salaasil hai abhii
Qaisarul Jafri
Nazm
katik ka chand
sone lagtii hai sar-e-shaam ye saarii duniyaa
in ke hujro.n me.n na dar hai na dariicha ko.ii
Ibn e Insha
Nazm
ujale ki lakir
vaqt kii gard chhaTegii to ba-unvaan-e-sahar
manzil-e-shauq kii raaho.n kaa ta.ayyun hogaa
Noor -e-Shama Noor
Nazm
lab-bastagi
siyaahii-e-shab-e-viiraa.n me.n Dhalte jaate hai.n
du'aa du'aa kii sadaa.o.n se dam ulajhtaa hai
Safar Naqvi
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
yahii vo manzil-e-maqsuud hai ki jis ke liye
ba.De hii azm se apne safar pe nikle the
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
KHayal-e-KHatir
mai.n charaaG-e-sar-e-manzil huu.n mujhe jalne de
merii KHaatir tuu na kar aish-e-bahaaraa.n se gurez
Sadiq Naqvi
Nazm
dawat-e-amal
tuu samajhtaa hai jise manzil-e-iisaar-o-amal
vo abhii tishna-e-takmiil-e-safar hai ai dost
Anwar Sabri
Nazm
safar-e-aKHir-e-shab
ki ai firaaq kii raate.n guzaarne vaalo
KHumaar-e-aaKHir-e-shab kaa mizaaj kaisaa thaa
Mustafa Zaidi
Nazm
sham hai dhuan dhuan
KHushbuu bhii u.Dii
aur gesuu-e-shab me.n jaa uljhii
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
swadeshi tahrik
qaraar-e-KHaatir-e-aashufta hai fazaa us kii
nishaan-e-manzil-e-sidq-o-safaa sudeshii hai
Tilok Chand Mahroom
Nazm
silsila-e-roz-o-shab
KHudaa ne alaa.o jalaayaa hu.aa hai
use kuchh dikhaa.ii nahii.n de rahaa hai