SEARCH RESULTS
Showing search results for "sailaabii"
Nazm MATCHES FOR "sailaabii"
Nazm
agar tu muaf karne ka hausla rakhta hai to sun
mujhe zalzale me.n dafn kar de
sailaabii rele me.n bahaa de
Maryam Tasleem Kiyani
Nazm
KHabar ka ruKH
ba.Dhne vaale sailaabii rele kaa ruKH
gaa.nv kii jaanib mo.D diyaa hai
Imran Shamshad Narmi
Nazm
shikwa
tuu jo chaahe to uThe siina-e-sahraa se habaab
rah-rav-e-dasht ho sailii-zada-e-mauj-e-saraab
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
tujh ko parakhtaa hai ye mujh ko parakhtaa hai ye
silsila-e-roz-o-shab sairafi-e-kaa.enaat
Allama Iqbal
Nazm
kar gae kuch kahan
jin pe qadGan hai vo ash.aar pa.Dhegii KHilqat
aur TuuTe hu.e dil tujh ko salaamii de.nge
Ahmad Faraz
Nazm
aaj ki raat
phuuT niklaa dar-o-diivaar se sailaab-e-nashaat
allaah allaah miraa kaif-e-nazar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mujhe sochne de
har taraf aatish o aahan kaa ye sailaab-e-aaziim
nit-na.e tarz pe hotii hu.ii duniyaa taqsiim
Sahir Ludhianvi
Nazm
chand-chehra sitara-ankhen
hazaaro.n zulfo.n kaa ek sailaab-e-tund le kar
mire ta.aaqub me.n aa rahe hai.n
Obaidullah Aleem
Nazm
august-1952
hai dasht ab bhii dasht magar KHuun-e-paa se 'faiz'
sairaab chand KHaar-e-muGiilaa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
kuchh silaa.ii ke kisii kaam me.n masruuf hai.n yuu.n
jaise ye kaam hai dar-asl har ik shai kii asaas
Akhtarul Iman
Nazm
farishte aadam ko jannat se ruKHsat karte hain
ataa hu.ii hai tujhe roz o shab kii betaabii
KHabar nahii.n ki tuu KHaakii hai yaa ki siimaabii!