SEARCH RESULTS
Showing search results for "samak"
Nazm MATCHES FOR "samak"
Nazm
jaen kahan hum
samak se samaa tak tapish hii tapish hai
fazaa se KHalaa tak fuGaa.n hii fuGaa.n hai
Jameel Mazhari
Nazm
shikwa
aaj kyuu.n siine hamaare sharer-aabaad nahii.n
ham vahii soKHta-saamaa.n hai.n tujhe yaad nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
lekin un ke liye tash.hiir kaa saamaan nahii.n
kyuu.nki vo log bhii apnii hii tarah muflis the
Sahir Ludhianvi
Nazm
yaad
dasht-e-tanhaa.ii me.n duurii ke KHas o KHaak tale
khil rahe hai.n tire pahluu ke saman aur gulaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
daraKHt-e-zard
nazar se duur manzar kaa sar-o-saamaan-e-sarvat ho
hamaarii umr kaa qissa hisaab andoz-e-aanii hai
Jaun Eliya
Nazm
koi ye kaise batae
ik zaraa haath ba.Dhaa de.n to paka.D le.n daaman
un ke siine me.n samaa jaa.e hamaarii dha.Dkan
Kaifi Azmi
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
har dam abadii raahat kaa samaa.n dikhlaa ke hame.n dil-giir na kar
Akhtar Shirani
Nazm
jawed ke nam
mai.n shaaKH-e-taak huu.n merii Gazal hai meraa samar
mire samar se mai-e-laala-faam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
urdu
'haalii' ne muravvat kaa sabaq yaad dilaayaa
'iqbaal' ne aa.iina-e-haq mujh ko dikhaayaa
Iqbal Ashhar
Nazm
safar ke waqt
mai.n jaantii huu.n ki tum sun nahii.n rahe mirii baat
samaaj jhuuT sahii phir bhii us kaa paas karo