SEARCH RESULTS
Showing search results for "samt"
Nazm MATCHES FOR "samt"
Nazm
kabhi kabhi
guzar rahaa huu.n kuchh an-jaanii rahguzaaro.n se
muhiib saa.e mirii samt ba.Dhte aate hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
itna malum hai!
us ne har samt mujhe aan ke Dhuu.nDaa hogaa
naam bhuule se jo meraa kahii.n aayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
daricha-ha-e-KHayal
jo tumhaarii hii samt khulte hai.n
band kar duu.n kuchh is tarah ki yahaa.n
Jaun Eliya
Nazm
kisi ko udas dekh kar
har ek ghar me.n hai aflaas aur bhuuk kaa shor
har ek samt ye insaaniyat kii aah-o-bukaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
mauzu-e-suKHan
ye har ik samt pur-asraar ka.Dii diivaare.n
jal-bujhe jin me.n hazaaro.n kii javaanii ke charaaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere sare logo
usii banduuq kii naalii hai mirii samt ki jo
is se pahle mirii shah-rag kaa lahuu chaaT chukii
Ahmad Faraz
Nazm
andha kabaadi
phir se in KHvaabo.n ko samt-e-rah mile!
''KHvaab le lo KHvaab....''
Noon Meem Rashid
Nazm
nazm
mohabbato.n ke safar me.n jo raaste hai.n vahii
havas kii samt me.n pagDa.nDiyaa.n bhii hotii hai.n
Tahzeeb Hafi
Nazm
to behtar hai yahi
pesh-tar is ke ki ham phir se muKHaalif samt ko
be-KHudaa-haafiz kahe chal de.n jhukaa kar gardane.n
Ahmad Faraz
Nazm
hasan kuza-gar(3)
ki jis ne mujh ko aap me.n samo diyaa
mai.n sab se pahle 'aap' huu.n
Noon Meem Rashid
Nazm
aaj ki raat
nuur hii nuur hai kis samt uThaa.uu.n aa.nhke.n
husn hii husn hai taa-hadd-e-nazar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
lucknow
har samt ik hujuum-e-nigaaraan-e-lucknow
aur mai.n ki ek shoKH-Gazal-KHvaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mazduron ka git
jis samt ba.Dhaa dete hai.n qadam
jhuk jaate hai.n shaaho.n ke parcham