SEARCH RESULTS
Showing search results for "sanam-khaano.n"
Nazm MATCHES FOR "sanam-khaano.n"
Nazm
shikwa
but sanam-KHaano.n me.n kahte hai.n musalmaan ga.e
hai KHushii un ko ki ka.abe ke nigahbaan ga.e
Allama Iqbal
Nazm
teri yaad
belgium ke, kabhii holland ke mai-KHaano.n me.n
kabhii paris, kabhii london ke sanam-KHaano.n me.n
Jagan Nath Azad
Nazm
ek maut ek ehtijaj
shab-e-gesuu shafaq-e-lab ruKH-e-taabaa.n kii sahar
kho ga.e aaj a.ndhero.n ke sanam-KHaano.n me.n
Riyaz Anwar
Nazm
zamir
mai.n ne ismat ke sanam KHaano.n ko mismaar kiyaa
apnii bahno.n ko supurd-e-sar-e-baazaar kiyaa
Wamiq Jaunpuri
Nazm
KHanjar talash karta hai
faqiih-e-shahr sanam-KHaana-e-siyaasat me.n
siraat-e-diin kaa rahbar talaash kartaa hai
Bebak Bhojpuri
Nazm
tasKHir-e-fitrat ke baad
sanam-KHaana-e-kaa.enaat, aazarii ke tilismaat se aa ke baahar nikaalaa
mire KHauf se kaa.npte dil ko
Shahab Jafri
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
tuu piir-e-sanam-KHaana-e-asraar azal se
mehnat-kash o KHuu.n-rez o kam-aazaar azal se
Allama Iqbal
Nazm
haq-kesh ki fariyaad
aabaad kahaa.n halqa-e-sherii kii fazaa me.n
but-KHaana-e-maanii ki sanam-e-KHaana-e-bahzaad
Bebak Bhojpuri
Nazm
mujhe wapas kar de
phir mujhe chaahiye vaapas ba-sad-andaaz-o-niyaaz
ai sanam-KHaana-e-maazii ke but-e-pur-e.ajaaz
Anwar Abbas
Nazm
rafiq-e-nadida
ik nidaa aa.ii bahut duur se kaano.n me.n mire
phir KHayaal aayaa ki ye vahm miraa ho shaayad
Shamsi Tasneem
Nazm
nind se KHwab tak
raaste gavaah ho ga.e hai.n
tere palaT kar dekhne kaa andaaz