SEARCH RESULTS
Showing search results for "sanam-khaano.n"
Ghazal MATCHES FOR "sanam-khaano.n"
Ghazal
Sultan Shakir Hashmi
Ghazal
masjido.n me.n bhii vahii hai jo sanam-KHaano.n me.n
naam us shoKH kaa rusvaa hu.aa insaano.n me.n
Saifi Premi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
sanam-KHaano.n me.n jalve ishq ke the
buto.n ko tere aane kaa gumaa.n thaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
raahe.n shahro.n se guzartii rahii.n viiraano.n kii
naqsh milte rahe ka.abe me.n sanam-KHaano.n ke
Mukhtar Siddiqui
Ghazal
kitne momin nazar aate hai.n sanam-KHaano.n me.n
ek kaafir nahii.n bastii me.n musalmaano.n kii
Gulzar Dehlvi
Ghazal
guzre hai.n kitnii baar sanam-KHaano.n se magar
us ke sivaa kisii kii ibaadat kabhii na kii
Shamshad shaad
Ghazal
ibn-e-aadam ne 'falak' hosh sambhaalaa jis dam
sab se pahle rakhii buniyaad sanam-KHaano.n kii
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
ab ko.ii dair me.n ulfat kaa talabgaar nahii.n
uTh ga.ii rasm-e-vafaa haa.e sanam-KHaano.n se
Hamidullah Afsar
Ghazal
nayaa maz.hab na.ii puujaa KHudaa bhii ab na.e ho.n
sanam-KHaano.n ke sab asnaam badle jaa rahe hai.n
Gauhar Aziz
Ghazal
dil-shikasta hausle hairaa.n nigaah-e-aarzuu
zindagii ko raas kab aa.ii sanam-KHaano.n kii baat
Ibrahim Faiz
Ghazal
Sohan Rahi
Ghazal
shauq uryaa.n hai bahut jin ke shabistaano.n me.n
vo mile ham ko hijaabo.n ke sanam-KHaano.n me.n
Zubair Rizvi
Ghazal
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
us ke aate hii sanam-KHaano.n ke but bol uThe
mashriqo.n me.n ko.ii ejaaz-e-bayaa.n ho jaise
Daem Gawwasi
Ghazal
Bubbles Hora Saba
Ghazal
merii yaado.n ke sanam KHaano.n se uThne do dhu.aa.n
mere siine pe abhii dast-e-hinaa.ii na rakho
Samad Ansari
Ghazal
vo bhii hijrat ke takalluf se barii ho na sake
aa.e kuchh log jo ka.abe se sanam-KHaano.n me.n
Shakeeb Ayaz
Ghazal
kis qadar fitrat-e-bebaak kii KHuu badlii hai
azm-e-mahmuud laraztaa hai sanam-KHaano.n se