SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarfarosho.n"
Nazm MATCHES FOR "sarfarosho.n"
Nazm
jazbaat-e-aftab
sarfarosho.n kii tarah pahle miTaa de KHud ko
hind kii KHaak se phir la.al-o-gohar paidaa kar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
KHun ke phul
jahaa.n bhii KHuun Tapaktaa hai sarfarosho.n kaa
buland ho ke vo dhartii gagan se miltii hai
Qaisarul Jafri
Nazm
sarhad-e-hindostan
jaan de kar mol lete hai.n hayaat-e-jaavidaa.n
sarfarosho.n ke liye to naam kii hai.n saKHtiyaa.n
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
aaj
ajnabii raaj ke zulm kii chhaa.nv me.n
sarfaroshii ke KHvaabiida jazbe ubhaare
Sahir Ludhianvi
Nazm
saneha
kyaa ahl-e-dil me.n jazba-e-Gairat nahii.n rahaa
kyaa azm-e-sar-faroshii-e-mardaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
chhabbis january
hai bas-ki sarfaroshii shaayaan-e-daad un kii
bhaarat kii is KHushii me.n shaamil hai yaad un kii
Tilok Chand Mahroom
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
sarfaroshaan-e-balaa-kash kaa sahaaraa ban jaa
uTh aur aflaak-e-baGaavat kaa sitaaraa ban jaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
subhash-chandr-bos bahadur-shah-zafar ke mazar par
naujavaano.n ke dilo.n me.n sarfaroshii kii umang
ishq baazii le gayaa hai aql bechaarii hai da.ng
Jagan Nath Azad
Nazm
mere naghme tumhaare liye hain
sarfaroshii hai iimaa.n tumhaaraa
jur.ato.n ke parastaar tum ho