SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaan-e-'zauq'"
Nazm MATCHES FOR "shaan-e-'zauq'"
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
charaaG raah me.n us ke amal se jalne lage
lo aaj sub.h-e-shab-e-intizaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
jawab-e-shikwa
ko.ii qaabil ho to ham shaan-e-ka.ii dete hai.n
Dhuu.nDne vaalo.n ko duniyaa bhii na.ii dete hai.n
Allama Iqbal
Nazm
sangam
in kii judaa.iyo.n ne khii.nchaa hai naqsh-e-jauza
in kii ravaaniyaa.n hai.n shaan-e-KHudaa-e-yaktaa
Zafar Ali Khan
Nazm
shri lal bahadur shastari wazir-e-azam hind
shaan-e-mulk-o-qaum thii pesh-e-nazar
tujh ko apnii jaan se ba.Dh kar thii aan
Talib Chakwali
Nazm
lazzat-e-irfan
ki hai insaa.n tilism-e-shaan-e-KHudaa
qadr apnii na is ne pahchaanii
Ze Khe Sheen
Nazm
aahang-e-nau
phuu.nk do in ko jhulas do ki jilaa do in ko
shaan-e-shaayaan-e-vatan ho ye bataa do in ko
Asrarul Haq Majaz
Nazm
marsiya-e-dehli 4
'Gaalib'-o-'shaifta'-o-'nayyar'-o-'aaruzda'-o-'zauq'
ab dikhaa.egaa ye shakle.n na zamaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
suraj ka taaqub
guzarte rath kii zad me.n paa.nv meraa kaT gayaa
suuraj ne shaan-e-be-niyaazii se
Hameed Almas
Nazm
daranti
ki aaj bhii to usii shaan-e-be-niyaazii se
chamak rahe hai.n daraa.ntii ke tez dandaane
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
mohabbat
zaraa sii phir rubuubiyat se shaan-e-be-niyaazii lii
malak se aajizii uftaadgii taqdiir shabnam se
Allama Iqbal
Nazm
wa saKHKara lakum ma-fissamawati wa ma-fil-arz
kahii.n par silsila-dar-silsila kohsaar
kha.De hai.n sar uThaa.e ek shaan-e-be-niyaazii se
Qamar Jahan Naseer
Nazm
ai zamin-e-watan
ai vatan dar-haqiiqat hai teraa vajuud
shaan-e-ga.ng-o-jaman faKHr-e-koh-o-daman