SEARCH RESULTS
Showing search results for "shukruu"
Nazm MATCHES FOR "shukruu"
Nazm
jawab-e-shikwa
shukr shikve ko kiyaa husn-e-adaa se tuu ne
ham-suKHan kar diyaa bando.n ko KHudaa se tuu ne
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
ye aql-o-zahaanat shu.uur-o-nazar
ye bastii ye sahraa ye KHushkii ye tar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
safar ke waqt
jo ye na ho to KHudaa bhii bashar tak aa na sake
so tum shu.uur kaa apne kamaal kar rakhnaa
Jaun Eliya
Nazm
KHizr-e-rah
kaT maraa naadaa.n KHayaalii devtaa.o.n ke liye
sukr kii lazzat me.n tuu luTvaa gayaa naqd-e-hayaat
Allama Iqbal
Nazm
ghaalib
ek tartiib charaaGo.n kii shuruu.a hotii hai
ek qur.aan-e-suKHan kaa saf.ha khultaa hai
Gulzar
Nazm
nazm
KHudaa kaa shukr hai ki tum un se muKHtalif nikle
jo phuul to.D ke Gusse me.n baaG chho.Dte hai.n
Tahzeeb Hafi
Nazm
maulana
KHudaaraa shukr kii talqiin apne paas hii rakkhe.n
ye lagtii hai mire siine pe ban kar tiir maulaanaa
Habib Jalib
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ilm kii sa.njiida-guftaarii bu.Dhaape kaa shu.uur
dunyavii e.azaaz kii shaukat javaanii kaa Guruur
Allama Iqbal
Nazm
ek pahaD aur gilahri
zaraa sii chiiz hai is par Guruur! kyaa kahnaa!
ye aql aur ye samajh ye shu.uur! kyaa kahnaa!
Allama Iqbal
Nazm
mashwara
tumhaare dil ne use muntaKHab kiyaa ki jise
tumhaare Gam ko samajhne kaa bhii shu.uur nahii.n