SEARCH RESULTS
Showing search results for "simto"
Nazm MATCHES FOR "simto"
Nazm
wo
gesu-e-pur-KHam savaad-e-dosh tak pahu.nche hu.e
aur kuchh bikhre hu.e uljhe hu.e simTe hu.e
Jaun Eliya
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
baa.nhe.n thii.n magar visaal-e-saamaa.n!
simTii hu.ii us ke baazu.o.n me.n
Parveen Shakir
Nazm
aaKHiri raat
khulte jaate hai.n simTe-suk.De jaal
ghulte jaate hai.n KHuun me.n baadal
Kaifi Azmi
Nazm
taj-mahal
phail jaa.e isii rauza kaa jo simTaa daaman
kitne jaa.n-daar janaazo.n ko bhii mil jaa.e mazaar
Kaifi Azmi
Nazm
KHuda hamara hai
lahuu piyoge kahaa.n tak hamaaraa dhanvaano
ba.Dhaa.o apnii dukaa.n siim-o-zar ke diivaano
Habib Jalib
Nazm
raat aur rail
ek mujrim kii tarah sahmii hu.ii simTii hu.ii
ek muflis kii tarah sardii me.n tharraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
inqalab
abhii dimaaG pe qahbaa-e-siim-o-zar hai savaar
abhii rukii hii nahii.n tesha-zan ke KHuun kii dhaar
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
haweli
siim-o-zar kaa devtaa jis jaa kabhii sotaa nahii.n
zindagii kaa bhuul kar jis jaa guzar hotaa nahii.n
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
miTTi ka diya
ek ne duniyaa ke paude baaG me.n apne lagaa.e
ek ne chho.De dafiine siim-o-zar ke be-shumaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
ye kaun uTha hai sharmata
bhiinii bhiinii bar me.n KHushbuu
baa.nkii chitvan simTe abruu
Josh Malihabadi
Nazm
shikast-e-zindan
dariida-tan hai vo qahbaa-e-siim-o-zar jis ko
bahut sambhaal ke laa.e the shaatiraan-e-kuhan