SEARCH RESULTS
Showing search results for "simto"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "simto"
Ghazal
sharm se tum ko simaTnaa hai to simTo husn se
dil me.n ban jaa.o suvaidaa putliyo.n me.n til bano
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Abdul Hafiz Naeemi
Ghazal
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Sher
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaana hai
Jigar Moradabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "simto"
Nazm
wo
gesu-e-pur-KHam savaad-e-dosh tak pahu.nche hu.e
aur kuchh bikhre hu.e uljhe hu.e simTe hu.e
Jaun Eliya
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
baa.nhe.n thii.n magar visaal-e-saamaa.n!
simTii hu.ii us ke baazu.o.n me.n
Parveen Shakir
Ghazal
ik KHaal-e-suvaidaa me.n pahnaa.ii-e-do-aalam
phailaa ho to aisaa ho simTaa ho to aisaa ho
Ibn e Insha
Nazm
aaKHiri raat
khulte jaate hai.n simTe-suk.De jaal
ghulte jaate hai.n KHuun me.n baadal
Kaifi Azmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
paro.n me.n simTaa to Thokar me.n thaa zamaane kii
u.Daa to ek zamaana mirii u.Daan me.n thaa