SEARCH RESULTS
Showing search results for "siyah-post"
Nazm MATCHES FOR "siyah-post"
Nazm
mann-o-salwa
ye kyuu.n siyah-post dushmano.n ke vajuud se
aaj phir ubalte hu.e se naasuur ban rahe hai.n?''
Noon Meem Rashid
Nazm
nae sal ki subh
phir vahii tez masaa.il vahii KHu.nKHaar savaal
phir siyah-posh tasavvur kaa siyah-posh kamaal
Sohan Rahi
Nazm
sanwli
jaise maGmuum musavvir ke siyah-posh KHayaal
jaise mauhuum jaziiro.n kii chhabelii pariyaa.n
Qateel Shifai
Nazm
anjam
mohabbat kii duniyaa pe shaam aa chukii hai
siyah-posh hai.n zindagii kii fazaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shoala-e-ishq
baa'd mere kyaa ye mansab ko.ii paa.egaa kabhii
shola-e-sham.a siyah-posh hu.aa
Salahuddin Parvez
Nazm
manzil ke nam
yaas ke bahr-e-siyah-posh pe raqsaa.n raqsaa.n
zahr-aaluud tabassum kii kaTaare.n le kar
Paigham Aafaqi
Nazm
abr
uThii phir aaj vo puurab se kaalii kaalii ghaTaa
siyaah-posh hu.aa phir pahaa.D sarban kaa
Allama Iqbal
Nazm
na-rasa
siyaahii pot dii taqdiir par
laa kar mujhe taariikiyo.n ke Gaar me.n chho.Daa
Adil Hayat
Nazm
aatish-e-KHamosh
dil par ye sitam kyuu.n na ho ham-jins pe taasiir
ka.aba isii Gam me.n nazar aataa hai siyah-posh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
aagahi ke virane
sar niguu.n mohr-ba-lab pahle to kuchh der jalii.n
taab baaqii na rahii jab to siyah-posh hu.ii.n
Ali Abbas Ummeed
Nazm
qila-e-akbarabad
haa.n kis liye KHaamosh hai o taKHt-e-jigar-resh
kis Gam me.n siyah-posh hai kyaa sog hai dar-pesh
Ismail Merathi
Nazm
samar-farosh
samar-farosh kii nigaah-e-duurbiin me.n
a.ndheraa darmiyaan se phaTaa