SEARCH RESULTS
Showing search results for "sugha.d"
Nazm MATCHES FOR "sugha.d"
Nazm
hindi hindustani
faarsii kii sugha.D sahelii hai
aur turkii ke saath khelii hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
subh ka sawera
tujh se kyaa KHush jii hai hamaaraa
kitnii sugha.D kyaa kaam hai pyaaraa
Mahwi Siddiqi
Nazm
babul jaisa ek saya
teraa sugha.D-pan
terii vo phuulo.n sii ha.nsii aur mamtaa kaa madh-maataa saaya
Rafia Shabnam Abidi
Nazm
shikwa
jur.at-aamoz mirii taab-e-suKHan hai mujh ko
shikva allaah se KHaakam-ba-dahan hai mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
shukr shikve ko kiyaa husn-e-adaa se tuu ne
ham-suKHan kar diyaa bando.n ko KHudaa se tuu ne
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
gul kii kalii chaTak kar paiGaam de kisii kaa
saaGar zaraa saa goyaa mujh ko jahaa.n-numaa ho
Allama Iqbal
Nazm
aurat
terii KHaatir hai jo zanjiir vo saugand bhii to.D
tauq ye bhii hai zamurrad kaa guluu-band bhii to.D
Kaifi Azmi
Nazm
muhasara
bas ik musaahib-e-darbaar ke ishaare par
gadaa-garaan-e-suKHan ke hujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
ai sharif insano
bam gharo.n par gire.n ki sarhad par
ruuh-e-ta.amiir zaKHm khaatii hai