SEARCH RESULTS
Showing search results for "sukhan-e-'miir'"
Nazm MATCHES FOR "sukhan-e-'miir'"
Nazm
ishwar pararthna
ik musiibat ho to sah bhii le.n yahaa.n bhar-maar hai
be-kasii-o-yaas-o-hasrat darpa.e-aazaar hai
Tika Ram Sukhan
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
nigaah ko thii magar miir-e-kaarvaa.n kii talaash
nazar jo uTThii to dekhaa ki ek mard-e-faqiir
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
katik ka chand
miir-e-maGfuur ke ash.aar na paiham pa.Dhnaa
jiine vaalo.n ko abhii aur bhii jiinaa hogaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
mohabbat
mohabbat maa'nii-e-husn-e-suKHan hai
mohabbat allah vaalo.n kaa chalan hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
uTho naujawano
mohabbat ko bhii harf-e-aaKHir na samjho
mohabbat se aage bhii soz-e-suKHan hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
rah-guzasht
qissa-e-Gaib chhi.Daa yaa suKHan-e-buud-o-adam
sham.a ke gird patange the ki ma.nDlaate rahe
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
'raashid' o 'miiraa-jii' kii albelii
shoKH-adaa raazdaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
shakespeare
tire naam aaj zamaane ke mahakte hu.e phuul
'Gaalib' o 'miir' ke gulshan kaa salaam aayaa hai
Jagan Nath Azad
Nazm
suKHnawar
'Gaalib'-o-'miir' ne ishq-e-butaa.n par apnii nazar rakkhii
iqbaal ne qadmo.n ke tale
Noor Parkar
Nazm
Darte Darte dam-e-sahar se
naGma-e-mauj bhii mauj is kaa hai dariyaa gahraa
lahja-e-'miir' kii giiraa.ii kaa jaaduu jaagaa
Shafiq Fatima Shera
Nazm
chakbast
'chakbast' ke ash'aar me.n vo raam kaa ban-baas
beTe ke liye maa.n ke vo har dam suKHan-e-yaas
Fatima wasia Jayasi
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
kaarobaar-e-shahryaarii kii haqiiqat aur hai
ye vajuud-e-miir-o-sultaa.n par nahii.n hai munhasir
Allama Iqbal
Nazm
hamari zaban
'aazaad'-o-'miir'-o-'Gaalib' aa.e.nge yaad barso.n
kartii hai naaz jin par urdu zabaa.n hamaarii
Akhtar Shirani
Nazm
etiraf-e-haqiqat
e'tiraaf apnii jagah husn hai taqsiir nahii.n
aap be-bahra hai jo mo'taqid-e-'miir' nahii.n