SEARCH RESULTS
Showing search results for "sulge"
Nazm MATCHES FOR "sulge"
Nazm
mata-e-alfaz
is KHamoshii ke a.ndhero.n se nikal aa.e.n chalo
kisii sulge hu.e lahje se charaaGaa.n kar le.n
Zehra Nigaah
Nazm
bewa ki KHud-kushi
aur kar ik aah sulge hind kii rasmo.n kaa daam
ai javaanaa-marg beva tujh pe 'kaifii' kaa salaam
Kaifi Azmi
Nazm
juz teri aankhon ke
tere sulge hu.e ho.nTo.n ke mahakte sho.ale
aur bhii tez hu.e
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
sawal
maa.e.n beTo.n ke cigarette se sulge kap.Do.n kii jebo.n me.n
ko.ii mahaktaa KHat dekhe.n to
Salman Haider
Nazm
shair
us ke sulge hu.e jazbo.n me.n vo garmii hai ki aaj
aamriyat ke kaleje se nikaltaa hai dhu.aa.n
Sabir Aarwi
Nazm
tabut mein band hawas
mahaalik kii paglii havaa.o.n me.n
cafo.n me.n ghaTiyaa tambaakuu kii maanind sulge hujuumo.n me.n
Saadat Saeed
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
haakim-e-shahr bhii majma-e-aam bhii
tiir-e-ilzaam bhii sang-e-dushnaam bhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye daaG daaG ujaalaa ye shab-gaziida sahar
vo intizaar thaa jis kaa ye vo sahar to nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri mulaqat
ik choT kasaktii kuulhe kii
sulgii sii a.ngiiThii jaa.Do.n me.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
saqi-nama
bayaa.n is kaa mantiq se suljhaa hu.aa
luGat ke bakhe.Do.n me.n uljhaa hu.aa
Allama Iqbal
Nazm
dard aaega dabe panw
laa.o sulgaa.o ko.ii josh-e-Gazab kaa a.ngaar
taish kii aatish-e-jarraar kahaa.n hai laa.o
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pas raho
aur bachcho.n ke bilakne kii tarah qulqul-e-mai
bahr-e-naa-suudgii machle to manaa.e na mane
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hiras
mai.n sulagte hu.e raazo.n ko ayaa.n to kar duu.n
lekin un raazo.n kii tash.hiir se jii Dartaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
zindagaanii kii haqiiqat kohkan ke dil se puuchh
juu-e-shiir-o-tesha-o-sa.ng-e-garaa.n hai zindagii