SEARCH RESULTS
Showing search results for "suraahii"
Nazm MATCHES FOR "suraahii"
Nazm
dosti ka hath
tumhaare aa.ina-KHaane bhii za.ng-aaluuda
mire suraahii o saaGar bhii gard gard se hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
aadmi-nama
huqqa suraahii juutiyaa.n dau.De.n baGal me.n maar
kaa.ndhe pe rakh ke paalkii hai.n dau.Dte kahaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
sa.ng-basta pa.Dii thii
suraahii-o-miinaa-o-jaam-o-subuu aur faanuus o gul-daa.n
Noon Meem Rashid
Nazm
zohd aur rindi
labrez mai-e-zohd se thii dil kii suraahii
thii tah me.n kahii.n durd-e-KHayaal-e-hama-daanii
Allama Iqbal
Nazm
kar gae kuch kahan
jab bhii saaqii ne suraahii ko diyaa izn-e-KHiraam
bazm kii bazm pukaaregii ki aaGaaz me.n tuu
Ahmad Faraz
Nazm
wo hansti hai to uske hath rote hain
kisii ke ba.ad
apne haatho.n kii bad-suuratii me.n kho ga.ii hai vo
Abbas Tabish
Nazm
manzar
mere shiishe me.n Dhalaa, aahista
shiisha-o-jaam, suraahii, tire haatho.n ke gulaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
vo chiiz bharii hai ki sulagtii hai suraahii
har kaasa-e-mai zahr-e-halaahal se sivaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai waqt zara tham ja
phir duur kahii.n chahkii
phir dil kii suraahii me.n ik phuul khilaa taaza
Amjad Islam Amjad
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
ko.ii javaa.n-saal aarzuu ho
ko.ii ubaltii hu.ii suraahii
Ali Sardar Jafri
Nazm
faisla
so ga.e jaam suraahii kaa sahaaraa le kar
sard pa.Dne lagaa uj.Dii hu.ii mahfil kaa gudaaz
Akhtarul Iman
Nazm
ras-bhare honT
jaise billor kii suraahii me.n
baada-e-aatishii.n-nafs chhalke
Mohammad Deen Taseer
Nazm
holi
teGo.n se khankaate rahe
aur vo hasii.n naazuk subuk halkii suraahii kis kii hai
Ali Jawad Zaidi
Nazm
raat ki rani
marmarii.n rang subuk jism dahan chhoTaa saa
lambii gardan kisii mai-kash kii suraahii jaise