SEARCH RESULTS
Showing search results for "sutuun"
Nazm MATCHES FOR "sutuun"
Nazm
taj-mahal
ye imaaraat o maqaabir ye fasiile.n ye hisaar
mutlaq-ul-hukm shahanshaaho.n kii azmat ke sutuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
terii binaa paa.edaar tere sutuu.n be-shumaar
shaam ke sahraa me.n ho jaise hujuum-e-nuKHiil
Allama Iqbal
Nazm
ban-bas
murda shaaKHo.n par bain karuu.n
har mahjuur sutuun ko itnaa TuuT ke chuumuu.n
Ahmad Faraz
Nazm
inqalab
ra.ng laane ko hai mazduuro.n kaa josh-e-intiqaam
gir pa.De.nge KHauf se aivaan-e-ishrat ke sutuu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aksar main sochta hun
kis tarah be-sutuu.n ye tuu ne falak banaayaa
aa.nchal ko tuu ne us ke baaro.n se jagmagaayaa
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
wo mar chuka hai
kabhii vo tanhaa baraamde ke sutuun se lipTii
lachaktii belo.n ke zard patto.n se puuchhtii.n ye
Sarmad Sahbai
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
na dekho is be-sutuun-e-Gam ko
tum apne tesho.n kii dhaar dekho
Ali Sardar Jafri
Nazm
sab kuchh hai apne des mein roTi nahin to kya
har kaam chal rahaa hai yahaa.n par bayaan se
sarkaar ke sutuun to rahte hai.n shaan se
Shamsii Meenai
Nazm
kashmir
aaj aivaan-e-hukuumat ke sutuu.n kaa.np uThe
kis tarah mu.D ga.e ye KHuun ke dhaare dekho
Akhtar Payami
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
payaam shah ne diyaa rasm-e-ta.aziyat ke liye
ki tuu sutuun thaa aivaan-e-saltanat ke liye
Chakbast Braj Narayan
Nazm
chor
kisii patthar ke sutuu.n se Tik kar
kisii diivaar ke siine se lagaa.e hu.e sar
Rahi Masoom Raza
Nazm
nazm
apne qariib tariin sutuun kii oT le kar
ek duusre ko nishaana banaane kii koshish kar sakte hai.n
Saeeduddin
Nazm
phone aa gaya hai
kha.Daa ho ke ab sar jo sahlaa rahaa huu.n
na dekhaa ki aage sutuun aa gayaa hai
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
makin hi ajib hain
apne paa.nv se kuchh rahe hai.n
saa.ebaan ke sutuun Dhaa rahe hai.n