SEARCH RESULTS
Showing search results for "ta.amiir"
Nazm MATCHES FOR "ta.amiir"
Nazm
jawab-e-shikwa
tarbiyat aam to hai jauhar-e-qaabil hii nahii.n
jis se ta.amiir ho aadam kii ye vo gil hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
ai sharif insano
bam gharo.n par gire.n ki sarhad par
ruuh-e-ta.amiir zaKHm khaatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
jannat-e-nazaara hai naqsh-e-havaa baalaa-e-aab
mauj-e-muztar to.D kar ta.amiir kartii hai habaab
Allama Iqbal
Nazm
makan
ban gayaa qasr to pahre pe ko.ii baiTh gayaa
so rahe KHaak pe ham shorish-e-taamiir liye
Kaifi Azmi
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
taamiir-e-KHudii kar asar-e-aah-e-rasaa dekh
KHurshiid-e-jahaa.n-taab kii zau tere sharar me.n
Allama Iqbal
Nazm
wirsa
soch le phir ko.ii ta.amiir giraane jaanaa
terii ta.amiir se hai ja.ng ki taKHriib se ja.ng
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj
sa.ng aur KHisht be-KHvaab va bedaar hai.n
un kii aa.ankho.n me.n ta.amiir ke KHvaab hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aurat
qadmo.n me.n liye rahtii hai jannat kaa KHazaana
aurat ke tasavvur me.n hai ta.amiir-e-zamaana
Rahbar Jaunpuri
Nazm
aligarh chhoDne ke baad
gaa.u.ngaa naGme vo ta.amiir-e-mohabbat ke liye
mai-kada chho.D diyaa jin kii ishaa.at ke liye
Shakeel Badayuni
Nazm
madh
taasiir kaa kyaa kahiye hai taasiir hii taasiir
e.ajaaz usii kaa hai ki arbaab-e-sitam kii