SEARCH RESULTS
Showing search results for "taa.iid-e-azaa.n"
Nazm MATCHES FOR "taa.iid-e-azaa.n"
Nazm
KHiraj-aqidat
ik nayaa paGambar-e-amn-o-amaa.n paidaa hu.aa
kaarvaa.n me.n ik amiir-e-kaarvaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
inqilab
roz-afzuu.n shor-e-naaquus-o-azaa.n
aag kaa tuufaan KHaakistar dhu.aa.n
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
paigham-e-id
jab sune.n aavaaz-e-naaquus-o-azaa.n
ek ho mahsuus dono.n kii zabaa.n
Yunus Makhmoor
Nazm
kya KHabar thi
jo likhegaa qasiida-e-shaahii
us ko taa.iid-e-shaah bhii hogii
Muhammad Rashid Athar
Nazm
aurat
taqdiir ke qadmo.n par sar rakh ke pa.De rahnaa
taa.iid-e-sitamgar hai chup rah ke sitam sahnaa
Habib Jalib
Nazm
sham ka pahla tara (2)
merii KHvaabiida samaa.at ko jagaane ke liye
sirf aavaaz-e-azaa.n aatii hai
Zehra Nigaah
Nazm
aurat
ain-fitrat ke mutaabiq shakl kii ik iKHtiyaar
aa.ii a.azaa me.n gudaazii aur garmii jism me.n
Shaad Aarfi
Nazm
KHan-e-matruk
kho.ii hu.ii aavaaz ga.e vaqto.n kii
guu.nj uThtii hai maanind-e-azaa.n kaano.n me.n
Muneebur Rahman
Nazm
la-ilaha-illallah
agarche but hai.n jamaa.at kii aastiino.n me.n
mujhe hai hukm-e-azaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
ye dilli
har sub.h ye aahang hai naaquus-o-azaa.n kaa
har shaam ka.ii saaz kii jhankaar hai dillii
Ram Parkash Rahi
Nazm
shab-e-intizar
masjid ke minaaro.n se vo baa.ng-e-azaa.n aa.ii
darbaar-e-ilaahii me.n ab hogii jabii.n-saa.ii
Amjad Najmi
Nazm
hindostan
sadaa naaquus kii ik fitna-e-bedaar hotii hai
yahaa.n baa.ng-e-azaa.n mirriiKH kii phunkaar hotii hai
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
jawab-e-shikwa
tab-e-aazaad pe qaid-e-ramazaa.n bhaarii hai
tumhii.n kah do yahii aa.iin-e-vafaadaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
KHak-e-hind
ab tak asar me.n Duubii naaquus kii fuGaa.n hai
firdaus-e-gosh ab tak kaifiyyat-e-azaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
KHak-e-hind
‘ilm-o-kamaal-o-iimaa.n barbaad ho rahe hai.n
'aish-o-tarab ke bande Gaflat me.n so rahe hai.n