SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabaahii"
Nazm MATCHES FOR "tabaahii"
Nazm
ban-bas
ghar se laayaa thaa jo kuchh tab-e-ravaa.n zehn-e-rasaa
saath us ke rahe asbaab-e-tabaahii ban kar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
intishaar
kabhii jumuud kabhii sirf intishaar saa hai
jahaa.n ko apnii tabaahii kaa intizaar saa hai
Kaifi Azmi
Nazm
aap-biti
mere ajdaad kii miiraas ye viiraan saa ghar
jis ko ghere hu.e har samt tabaahii ke bha.nvar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
allahabad se
ba-sad aavaargii yaa sad tabaahii
ba-sad KHaana-KHaraabii aa gayaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ab KHub hansega diwana
Gul hogaa murG o maahii me.n
is nau-aabaad tabaahii me.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
luDhakta patthar
uf ye ummiid kaa madfan ye mohabbat kaa mazaar
is me.n dekhe hai.n tabaahii ke nazaare kyaa kyaa
Qateel Shifai
Nazm
aaj aur kal
ye taGayyur usii maahaul kaa parvarda hai
apnii be-ra.ng tabaahii kaa jise hosh nahii.n
Qateel Shifai
Nazm
karachi ka mawasalati mushaira
rocket kii tarah sher gire saama.iin par
shaa.er hai aasmaa.n pe tabaahii zamiin par
Khalid Irfan
Nazm
sham ko raste par
apnii hastii ko tabaahii se bachaane ke liye
mai.n isii rauzan-e-be-ra.ng me.n ghus jaa.uu.ngaa
Meeraji
Nazm
musalman aur hindostan
ye sach hai musalmaan tabaahii se ghiraa hai
ik vasvasa-e-laa-mutanaahii se ghiraa hai
Hindi gorakhpurii
Nazm
KHabar hai ki nahin
be-KHabar mujh ko zamaane se kiyaa hai jis ne
kuchh use merii tabaahii kii KHabar hai ki nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
hero
merii ruuh me.n utarte rahe
tabaahii to muqaddar hai magar haartaa hai kaun yahaa.n
Asima Tahir
Nazm
maut ka git
qalb-e-giitii mai.n tabaahii ke sharaare bhar de.n
zulmat-e-kufr ko iimaan nahii.n kahte hai.n