SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabal"
Nazm MATCHES FOR "tabal"
Nazm
nauha
phaTe tabal kaa shor girtaa thaa dil par
bhayaanak sadaa.o.n me.n baazuu uThaa kar
Ali Akbar Natiq
Nazm
aurat
taa-ba-kai gird tire vahm o ta.ayyun kaa hisaar
kau.nd kar majlis-e-KHalvat se nikalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
aadmi-nama
jhamke tamaam Garb se le taa-ba-sharq hai.n
kam-KHvaab taash shaal do-shaalo.n me.n Garq hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHizr-e-rah
niil ke saahil se le kar taa-ba-KHaak-e-kaashGar
jo karegaa imtiyaaz-e-ra.ng-o-KHuu.n miT jaa.egaa
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
apnaa mauzu-e-suKHan un ke sivaa aur nahii.n
tab.a-e-shaa.er kaa vatan un ke sivaa aur nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
taa-abad shahr-e-sitam jis se tabah ho jaa.e.n
itnaa taariik ki shamshaan kii shab ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mashwara
ab us ke vaaste KHud ko na yuu.n tabaah karo
ab imtihaa.n kii tamannaa se faa.eda kyaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
muflisi
yaa.n tak nazar se us ko giraatii hai muflisii
jis vaqt muflisii se ye aa kar hu.aa tabaah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jugnu
ye be-KHudii-e-musarrat ye vaalihaana raqs
ye taal-sam ye chhamaa-chham ki kaan bajte hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
roTiyan
chaudah tabaq ke jitne the sab bhed khul ga.e
ye kashf ye kamaal dikhaatii hai.n roTiyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
sarzad hu.e the mujh se KHudaa jaane kyaa gunaah
ma.njdhaar me.n jo yuu.n mirii kashtii hu.ii tabaah