SEARCH RESULTS
Showing search results for "tadbiir"
Nazm MATCHES FOR "tadbiir"
Nazm
jawab-e-shikwa
dam-e-taqriir thii muslim kii sadaaqat bebaak
adl us kaa thaa qavii laus-e-maraa.aat se paak
Allama Iqbal
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
naa-rasaa.ii agar apnii taqdiir thii
terii ulfat to apnii hii tadbiir thii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lenin
ye 'ilm ye hikmat ye tadabbur ye hukuumat
piite hai.n lahuu dete hai.n taaliim-e-musaavaat
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zarra zarra dahr kaa zindaanii-e-taqdiir hai
parda-e-majbuurii o bechaargii tadbiir hai
Allama Iqbal
Nazm
zabta
jo dekhtaa huu.n jo sach hai karuu.ngaa vo tahriir
mataa-e-har-do-jahaa.n bhii nahii.n bahaa-e-zamiir
Habib Jalib
Nazm
hubb-e-watan
mulk me.n jo maraz hai.n aalam-giir
qaum par un kii farz hai tadbiir
Altaf Hussain Hali
Nazm
nashat-e-umid
hotaa hai shikva kabhii taqdiir kaa
u.Dtaa hai KHaaka kabhii tadbiir kaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHatun-e-mashriq
Guncha-e-dil mard kaa roz-e-azal jab khul chukaa
jis qadar taqdiir me.n likkhaa hu.aa thaa mil chukaa
Josh Malihabadi
Nazm
goristan-e-shahi
kaifiyat aisii hai naakaamii kii is tasviir me.n
jo utar saktii nahii.n aa.iina-e-tahriir me.n
Allama Iqbal
Nazm
unki taswir dekh kar
KHuub tadbiir nikaalii hai manaane kii mujhe
aatish-e-soz-e-mohabbat me.n jalaane kii mujhe
Shakeel Badayuni
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
samjhaa hai tuu ne nature o tadbiir ko KHudaa
dil me.n zaraa asar na rahaa laa-ilaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
imtihan
naqsh fariyaadii hai in kii shoKHii-e-tahriir kaa
ma.arka hotaa hai ab tadbiir kaa taqdiir kaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
pyar ka tohfa
kaargar ho ga.ii ahbaab kii tadbiir ab ke
maa.ng lii aap hii diivaane ne zanjiir ab ke