SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahziib"
Nazm MATCHES FOR "tahziib"
Nazm
nai tahzib
ye maujuuda tariiqe raahi-e-mulk-e-adam ho.nge
na.ii tahziib hogii aur na.e saamaa.n baham ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
ilm
ilm hai insaa.n kii tahziib-o-tamaddun ke liye
ye nahii.n insaanii qadro.n ke talavvun ke liye
Farooq Shakeel
Nazm
jawab-e-shikwa
in ko tahziib ne har band se aazaad kiyaa
laa ke ka.abe se sanam-KHaane me.n aabaad kiyaa
Allama Iqbal
Nazm
urdu
apnii tahziib hai aur apnii zabaa.n hai urdu
apne ghar me.n magar afsos kahaa.n hai urdu
Ata Abidi
Nazm
aurat
terii nazro.n pe hai tahziib o taraqqii kaa madaar
terii aaGosh hai gahvaara-e-nafs-o-kirdaar
Kaifi Azmi
Nazm
nazm
tuu kisii aur hii duniyaa me.n milii thii mujh se
tuu kisii aur hii manzar kii mahak laa.ii thii
Tahzeeb Hafi
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ham jo insaano.n kii tahziib liye phirte hai.n
ham saa vahshii ko.ii jangal ke darindo.n me.n nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
nasl qaumiyat kaliisaa saltanat tahziib rang
KHvaajgii ne KHuub chun chun ke banaa.e muskiraat
Allama Iqbal
Nazm
nazm
safed shirt thii tum sii.Dhiyo.n pe baiThe the
mai.n jab class se niklii thii muskuraate hu.e
Tahzeeb Hafi
Nazm
urdu zaban
urdu hamaare desh kii shiirii.n zabaan hai
tahziib kii hai vaz.a sharaafat kii jaan hai
Habeeb Ahmad Anjum Datiavi
Nazm
gandhi ho ya ghaalib ho
aa.o unhe.n ab kar de.n dafn
KHatm karo tahziib kii baat
Sahir Ludhianvi
Nazm
hamare ustad
sab ko tahziib-o-tamaddun kaa sabaq dete hai.n
ham ko insaan banaate hai.n hamaare ustaad