SEARCH RESULTS
Showing search results for "tamannaa"
Nazm MATCHES FOR "tamannaa"
Nazm
bachche ki dua
lab pe aatii hai du.aa ban ke tamannaa merii
zindagii sham.a kii suurat ho KHudaayaa merii!
Allama Iqbal
Nazm
ek rah-guzar par
vo jis kii diid me.n laakho.n masarrate.n pinhaa.n
vo husn jis kii tamannaa me.n jannate.n pinhaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ramz
mere kamre ko sajaane kii tamannaa hai tumhe.n
mere kamre me.n kitaabo.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
saza
jab mere sab charaaG-e-tamannaa havaa ke hai.n
jab mere saare KHvaab kisii bevafaa ke hai.n
Jaun Eliya
Nazm
shikast-e-saz
mai.n ne gul-rez bahaaro.n kii tamannaa kii thii
mujhe afsurda nigaaho.n ke sivaa kuchh na milaa
Ada Jafarey
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
bahut qarii.n thaa hasiinan-e-nuur kaa daaman
subuk subuk thii tamannaa dabii dabii thii thakan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raqs ki raat
raqs kii raat kisii Gamza-e-uryaa.n kii kiran
is liye ban na sakii raah-e-tamannaa kii daliil
Noon Meem Rashid
Nazm
tamanna ke tar
tamannaa ke zholiida taar
girah dar girah hai.n tamannaa ke naadiida taar
Noon Meem Rashid
Nazm
jo log raaton ko jagte the
sitaare jitne bhii aasmaa.n par
mirii tamannaa ke zau-fishaa.n the
Asad Badayuni
Nazm
do ishq
puure kiye sab harf-e-tamannaa ke taqaaze
har dard ko ujyaalaa har ik Gam ko sa.nvaaraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lauh-o-qalam
ik tarz-e-taGaaful hai so vo un ko mubaarak
ik arz-e-tamannaa hai so ham karte rahe.nge