SEARCH RESULTS
Showing search results for "tamiiz"
Nazm MATCHES FOR "tamiiz"
Nazm
ek pahaD aur gilahri
KHudaa kii shaan hai naa-chiiz! chiiz ban baiThe.n!
jo be-shu.uur ho.n yuu.n baa-tamiiz ban baiThe.n!
Allama Iqbal
Nazm
yaad
tafriiq-e-husn-o-ishq kaa jhag.Daa nahii.n rahaa
tam.iiz-e-qurb-o-bu.ad miTaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
aaKHiri lamha
har ek phuul me.n tam.iiz-e-ra.ng-o-buu rakhnaa
KHayaal jis kaa guzar-gaah-e-sad-bahaaraa.n hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
dildar dekhna
phir ham tamiiz-e-roz-o-mah-o-saal kar sake.n
ai yaad-e-yaar phir idhar ik baar dekhnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jashn ka din
tamiiz-e-rahbar-o-rahzan karo na aaj ke din
har ik se haath milaa.o ki jashn kaa din hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saf laDki
saaf suthrii hai merii har ek chiiz
mujh ko ammaa.n ne sikhaa.ii ye tamiiz
Kaifi Hyderabadi
Nazm
cigarette aur pan ka mukalima
tujh se paidaa hu.e amraaz nihaayat sa.ngiin
be-tamiiz itnaa ki mahfil me.n jalaa.e qaaliin
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ek pauda aur ghas
mujh me.n aur tujh me.n nahii.n kuchh bhii tamiiz
sirf saaya aur meva hai aziiz
Ismail Merathi
Nazm
apni walida ki yaad mein
tamiiz kaise karuu.n rahzan-o-rafiiq me.n ab
rah-e-hayaat kaa vo rahnumaa nahii.n miltaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
chhoTe kaam ka baDa natija
ek bachcha ki abhii kuchh use tam.iiz na thii
lahv-baazii se pasandiida ko.ii chiiz na thii
Ismail Merathi
Nazm
muslim-league
vo bhii ab naqd-e-hukuumat ko parakhte hai.n zaruur
jin ko ab tak bhii tamiiz-e-guhar-o-sa.ng nahii.n
Shibli Nomani
Nazm
mere zaKHmi honT
is liye mujh se na puuchho ki safa-e-yaaraa.n me.n
kyuu.n ye dil be-hunar-o-husn-o-tamiiz itnaa hai
Mustafa Zaidi
Nazm
nazm ittihad
puuchhaa agar ibaadat-e-KHaaliq hai ko.ii chiiz
farmaayaa dil me.n ye to nihaayat hai bad-tamiiz