SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqtiir"
Nazm MATCHES FOR "taqtiir"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shua-e-farda
aur jamhuur ke bedaar ta.aavun ke tufail
KHatm ho jaa.egii insaa.n ke lahuu kii taqtiir
Sahir Ludhianvi
Nazm
surKH anaron ke mausam mein
qatra qatra
is tezaab kii lafzo.n me.n taqtiir hu.ii hai
Sarmad Sahbai
Nazm
shikwa
kis kii shamshiir jahaa.ngiir jahaa.n-daar hu.ii
kis kii takbiir se duniyaa tirii bedaar hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
dam-e-taqriir thii muslim kii sadaaqat bebaak
adl us kaa thaa qavii laus-e-maraa.aat se paak
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
shorish se bhaagtaa huu.n dil Dhuu.nDtaa hai meraa
aisaa sukuut jis par taqriir bhii fidaa ho
Allama Iqbal
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
naa-rasaa.ii agar apnii taqdiir thii
terii ulfat to apnii hii tadbiir thii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kitaben
kitaabe.n jhaa.nktii hai.n band almaarii ke shiisho.n se
ba.Dii hasrat se taktii hai.n
Gulzar
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
bahut KHuub-suurat ho tum bahut KHuub-suurat ho tum
kabhii mai.n jo kah duu.n mohabbat hai tum se
Tahir Faraz
Nazm
mata-e-ghair
Dhuu.nDtii rahtii hai.n taKH.iil kii baa.nhe.n tujh ko
sard raato.n kii sulagtii hu.ii tanhaa.ii me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
kaho ki ab ko.ii taajir idhar kaa ruKH na kare
ab is jagah ko.ii ku.nvaarii na bechii jaa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
chakle
kahaa.n hai.n kahaa.n hai.n muhaafiz KHudii ke
sanaa-KHvaan-e-taqdiis-e-mashriq kahaa.n hai.n