SEARCH RESULTS
Showing search results for "taubaa"
Nazm MATCHES FOR "taubaa"
Nazm
shikast-e-tauba
be-kaifiyo.n ke kaif se ghabraa ke pii gayaa
tauba ko to.D-taa.D ke tharraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
shikast-e-saz
ab fusuu.n-saaz bahaaro.n se mujhe kyaa matlab
aaj hii merii nigaaho.n me.n vo manzar tauba
Ada Jafarey
Nazm
barsat ki ek raat
thirakte hu.e abr kaa jazb tauba
ki daaman uThaa.e zamii.n ghuumtii hai
Kaifi Azmi
Nazm
uljhanen
kamaal-e-husn aur ye inkisaar-e-ishq are tauba
vo naazuk haath meraa gosha-e-daaman ma.aaz-allaah
Kaifi Azmi
Nazm
khel
rindaan-e-tahii-dast sazaa-vaar-e-subuu hai.n!
TuuTii hu.ii tauba se ghaTaa khel rahii hai
Shorish kashmiri
Nazm
aankhen do juDwan bahnen
phir ham tauba ke Taa.nko.n se
KHudaa kaa libaas si.e.nge
Sara Shagufta
Nazm
barsat
ho.n shariik-e-bazm-e-mai zaahid bhii tauba to.D kar
jhuumtii qible se uTThii hai ghaTaa barsaat kii