SEARCH RESULTS
Showing search results for "tavahhumaat"
Nazm MATCHES FOR "tavahhumaat"
Nazm
inqalab
tavahhumaat kaa aadam Gulaam hai ab tak
guzar bhii jaa ki tiraa intizaar kab se hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
harf-e-aKHir
jahaalato.n kii taviil-o-ariiz parchhaa.ii.n
tavahhumaat kii taariikiyaa.n jagaa.e hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
KHas-o-KHaashaak-e-tavahhum ko jalaa kar rakh de
ya.anii aatish-kada-e-soz-e-yaqii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
parda aur ismat
KHayaalaat-e-paiham me.n har vaqt gum-sum
dil-e-narm-o-naazuk pe abr-e-tavahhum
Asrarul Haq Majaz
Nazm
guru-nanak dev ji
navaa-e-haq kii kashish thii tire tarannum me.n
yaqii.n kii sham.a jalaa.ii shab-e-tavahhum me.n