SEARCH RESULTS
Showing search results for "tavahhumaat"
Ghazal MATCHES FOR "tavahhumaat"
Ghazal
gaah mirii nigaah-e-tez chiir ga.ii dil-e-vajuud
gaah ulajh ke rah ga.ii mere tavahhumaat me.n
Allama Iqbal
Ghazal
jaise ki hone vaalii hai anhonii phir ko.ii
har-pal tavahhumaat me.n uljhaa hu.aa huu.n mai.n
Jahangeer nayab
Ghazal
tere tasavvuraat se aage nahii.n gayaa
ye dil tavahhumaat se aage nahii.n gayaa
Abdullah Zreem
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ataa kyaa dil-e-muztar to sii diye mere ho.nT
KHudaa-e-kaun-o-makaa.n ke tavahhumaat to dekh
Mustafa Zaidi
Ghazal
KHudaa kaa KHauf nahii.n ab tumhaare zehno.n me.n
tavahhumaat kaa is tarah bhar gayaa paanii
Laiq Aajiz
Ghazal
dasht-e-tavahhumaat me.n apnii sadaa hai aur ham
husn-e-yaqii.n ke qaafile kis se kahe.n kidhar ga.e
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
Makhmoor Saeedi
Ghazal
faroG-e-daanish-o-burhaa.n ke sho.ale bha.Dkaa kar
tavahhumaat ke KHirman jalaa diye ham ne
Akhtar Ansari
Ghazal
ab kin tavahhumaat se ghabraa ga.ii 'ufuq'
pahle tumhe.n kahaa thaa sa.nbhal jaa.o dekh kar
Shumama Ufuq
Ghazal
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
tark-e-tavahhumaat ne be-faiz kar diyaa
bhaTke the ham bhii jubba-o-dastaar dekh kar
Husain Taj Rizvi
Ghazal
tavahhumaat se ik jang thii jo jaarii rahii
sahaab-e-marg na abr-e-hayaat se uljhe
Qadir Siddiqi
Ghazal
mai.n jab tavahhumaat se yaksar guzar gayaa
apnii hii shakl dekh ke kyo.n aaj Dar gayaa
Daood Kaashmiri
Ghazal
nigaar-KHaana-e-dil aur tavahhumaat kaa aks
banaa liyaa hai haqiiqat ko ham ne afsaana
Syed Siddiq Hasan
Ghazal
duniyaa kaa khel aur bisaat-e-tavahhumaat
aaKHir yahii hu.aa ki hame.n maat ho ga.ii
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
qadam qadam pe to ham ne hai zehn ko gheraa
qadam qadam pe bache go tavahhumaat se ham
Qadir Siddiqi
Ghazal
ye raushnii unhii.n taariikiyo.n se phuuTii hai
yaqiin dil ko milaa hai tavahhumaat ke baa'd