SEARCH RESULTS
Showing search results for "taz.ii.n"
Nazm MATCHES FOR "taz.ii.n"
Nazm
lauh-o-qalam
mai-KHaana salaamat hai to ham surKHii-mai se
taz.iin-e-dar-o-baam-e-haram karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nur-jahan ke mazar par
kaise har shaaKH se mu.nh-band mahaktii kaliyaa.n
noch lii jaatii thii.n taz.iin-e-haram kii KHaatir
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek taswir-e-rang
din kii taz.iin-e-fasurda kaa asaasa le kar
shoKH raato.n kii masarrat kaa lahuu bechaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
pahli kiran
mai.n is KHisht-kobii se uktaa gayaa huu.n
kahaa.n hai.n vo duniyaa kii taz.iin kii aarzuu.e.n
Noon Meem Rashid
Nazm
mira-ji sahib
taz.iin-e-suKHan kii fikr na kar be-saaKHta chal
uTh aa.nkhe.n mal
Jameeluddin Aali
Nazm
diwali
goshe goshe me.n taz.iin-o-zebaa.ii
saaf kare.n har dil kii mailii a.ngnaa.ii
Abrar Kiratpuri
Nazm
saba ke hath pile ho gae
paa.nv kii taz.iin kartii hai
vo kohsaaro.n shagufta vaadiyo.n jharno.n
Balraj Komal
Nazm
sair-e-kashmir ka ek tassur
ye husn, ye tartiib, ye taz.iin ye aaha.ng
daamaan-e-KHirad chaak hai daamaan-e-nazar ta.ng
Jagan Nath Azad
Nazm
jo hum pe guzri
log kahte hai.n ki taz.iin-e-chaman ho bhii chukii
rasm-e-aaraa.ish-e-ruKHsaar-o-dahan ho bhii chukii
Muslim Shameem
Nazm
diwali ki raat
shauq-e-taz.iin se be-saaKHta mahkii hai hayaa
lakshmii-ruup suhaagan ne bharaa aaj kii raat
Ram Parkash Rahi
Nazm
phir wahi shab ke sarabon ka chalan!
kyaa kare.n sabr kaa yaaraa bhii nahii.n
kaise ta.amiir kii taz.iin kii phir baat kare.n
Akhtar Ziai
Nazm
subh ka tassur
taz.iin o aaraa.ish ke shaidaa.ii
Gam-o-andoh ke Gaaro.n me.n nafrat ke shikanjo.n me.n
Niyaz Haidar
Nazm
bebasi
paikar-e-sub.h me.n ik raat hai viiraane kii
gardish-e-rang se taz.iin-e-nazar kyaa hotii
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
saba akbar aabaadi
taz.iin-e-bostaan-e-vatan muddato.n hu.ii
asnaaf-e-shaa.erii nazar aatii hai.n be-asaas
Muslim Shameem
Nazm
rihai kab milegi
niDhaal afsurda pazhmurda magar ab bhii
ruKH-e-qirtaas kii taz.iin-o-aaraa.ish
Seema Shakeb
Nazm
adab ke nam pe
adab ke naam pe tahziib ke luTero.n ne
jo kaar-haa-e-numaayaa.n kiye kahuu.n kaise