SEARCH RESULTS
Showing search results for "taz.ii.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taz.ii.n"
Nazm
lauh-o-qalam
mai-KHaana salaamat hai to ham surKHii-mai se
taz.iin-e-dar-o-baam-e-haram karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
taziin-e-kaa.enaat kaa baa.is vahii bane
duniyaa se iKHtilaaf kii jur.at jinho.n ne kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Fahmida Riaz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taz.ii.n"
Sher
mai-KHaana salaamat hai to ham surKHii-e-mai se
taz.iin-e-dar-o-baam-e-haram karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kaun aa.egaa pa.e-pursish-e-ahvaal yahaa.n
kis kii KHaatir ko.ii taz.iin-e-dar-o-baam kare
Maqbool Aamir
Nazm
pahli kiran
mai.n is KHisht-kobii se uktaa gayaa huu.n
kahaa.n hai.n vo duniyaa kii taz.iin kii aarzuu.e.n
Noon Meem Rashid
Sher
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
huu.n is liye 'gulfaam' shagufta mai.n gulo.n se
kaa.nTo.n se mire husn kii taz.iin hu.ii hai
Ahsan Gulfam
Ghazal
aaj shab-e-me.araaj hogii is liye taz.iin hai
vo qadam uTThe hai.n jin ko aasmaa.n qaaliin hai
Aurang zeb
Ghazal
na dete saare manzar aks hii tho.De se de dete
ham aavaara kahaa.n taz.iin-e-KHaana karne vaale the
Zafar Gorakhpuri
Sher
Shibli Nomani
Ghazal
ahl-e-vahshat se ye taz.iin-e-jahaa.n kyaa hotii
ye saliiqa bhii tire gesuu-e-barham se milaa
Ravish Siddiqi
Ghazal
is ghar ke makiino.n kaa ravayya bhii to dekhuu.n
taz.iin-e-dar-o-baam me.n khoyaa hu.aa kyuu.n huu.n
Ashfaq Husain
Ghazal
taz.iin-e-chashm ho na ho kaajal kii dhaar se
be-vaqt bhii jahaan me.n aatii rahegii shaam
Nisar Tareen Jazib
Ghazal
dil ke daaGo.n hii se taz.iin-e-gulistaa.n kii hai
qaabil-e-diid bahaaro.n kaa samaa.n hai ai dost
Zubaida Tahseen
Ghazal
takmiil-e-ibaadat kaa yahii raaz hai zaahid
vo naqsh-e-qadam baa.is-e-taz.iin-e-jabii.n ho





