SEARCH RESULTS
Showing search results for "tikka"
Nazm MATCHES FOR "tikka"
Nazm
lahu ka Tika
fareb-o-kizb ke sar par hai taaj-e-zar-afshaa.n
sadaaqato.n kii jabii.n par lahuu kaa Tiikaa hai
Muslim Shameem
Nazm
ishwar pararthna
hurriyat kaa naam tak ab lab pe laanaa jurm hai
na.ara-e-qaum-o-vatan tak ab lagaanaa jurm hai
Tika Ram Sukhan
Nazm
an-kahi
jhuk ke jab sar kisii patthar pe Tikaa detaa huu.n
terii baahe.n mirii gardan me.n utar aatii hai.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
taj-mahal
yaa nuur kaa Tiikaa ko.ii saahil kii jabii.n par
yaa aalam-e-baalaa utar aayaa hai zamii.n par
Mahshar Badayuni
Nazm
husn aur mazduri
jis ke aage thaa qamar kaa rang phiikaa kyaa hu.aa
ai uruus-e-nau tire maathe kaa Tiikaa kyaa hu.aa
Josh Malihabadi
Nazm
tu agar sair ko nikle
baal khole hu.e sandal kaa lagaa.e Tiikaa
yuu.n jo ha.nstii hu.ii tuu sub.h ko aa jaa.e zaraa
Josh Malihabadi
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
chechak kaa Tiika biimaarii ko roke rakhtaa hai
zabt-e-tauliid isqaat vaGaira
Akhtarul Iman
Nazm
sarojini-naidu
use hayaat kaa sola si.ngaar kahte hai.n
tirii jabii.n pe hai.n kuchh silvaTe.n bhii Tiikaa bhii
Kaifi Azmi
Nazm
panghaT ki rani
maathe par sinduurii Tiikaa ra.ngiin o nuuraanii
suuraj hai aakaash me.n jis kii zau se paanii-paanii
Saghar Nizami
Nazm
ruswai
Tiikaa lagaa.uu.n maa.ng bhii sandal se bhar chukuu.n
dulhan banuu.n to chaahiye jo.Daa suhaag kaa
Mukhtar Siddiqui
Nazm
ai watan ai watan
sar pe dastaar tere himaala banaa
choTii kailaash kii maa.ng Tiika tiraa