SEARCH RESULTS
Showing search results for "tuman"
Nazm MATCHES FOR "tuman"
Nazm
talib-ilm
KHudaa tujhe kisii tuufaa.n se aashnaa kar de
ki tere bahr kii maujo.n me.n iztiraab nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
dildar dekhna
tuufaa.n ba-dil hai har ko.ii dildaar dekhnaa
gul ho na jaa.e mish.al-e-ruKHsaar dekhnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main kyun bhul jaun
tuu hii mujh se kah de mai.n kyuu.n bhuul jaa.uu.n
savaalo.n kaa tuumaar mub.ham zabaa.n me.n
Arsh Malsiyani
Nazm
tufan mel
'atiiq' aur 'aslam' 'sho.eb' aur 'saliim'
'ra.iis' aur 'aasif' 'nafiis' aur 'vasiim'
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
KHudi ka raaz
merii har fikr me.n tuufaan kii tuGyaanii hai
aur mire shauq me.n jazbo.n kii faraavaanii hai
Neel Ahmed
Nazm
halla bolne wale
aa.ndhii thii tuufaan thaa kyaa thaa
merii mez pe kaun aayaa thaa
Muzaffar Hanfi
Nazm
jagte raho
tuufaan tham chukaa hai magar jaagte raho
kis vaqt kii hai kis ko KHabar jaagte raho
Saghar Mehdi
Nazm
nawa-e-talKH
jazbaat ke tuufaa.n me.n ye zabt-e-fuGaa.n kab tak
majbuur ye dil kab tak mar.uub zabaa.n kab tak
Basheerunnisaa Begam Basheer
Nazm
mallah
ye gaate zalzale ye naachte tuufaan ke dhaare
havaa kii niyyato.n se be-KHabar mallaah bechaare
Manzoor Husain shor
Nazm
ahl-e-hind
syria vaale miTe tuuraan vaale miT ga.e
kaun kahtaa hai ki hindustaan vaale miT ga.e
Barq Dehlvi
Nazm
mahfuz asasa
aafaat kaa tuufaan mu.Daa jab mirii jaanib
taaraaj kiyaa ghar ko mire chashm-zadan me.n
Akhtar Bastavi
Nazm
sukun
ta.Dap rahe hai.n jo tuufaa.n mire KHayaalo.n me.n
vo band-e-zabt-o-tahammul se aa na Takraa.e.n