SEARCH RESULTS
Showing search results for "ukhti"
Nazm MATCHES FOR "ukhti"
Nazm
jawab-e-shikwa
qudsi-ul-asl hai rif.at pe nazar rakhtii hai
KHaak se uThtii hai garduu.n pe guzar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
shayad
mashaam-e-jaa.n me.n mere aashtii-mandaana aatii ho
judaa.ii me.n balaa kaa iltifaat-e-mehramaana hai
Jaun Eliya
Nazm
dosti ka hath
charaaG jin se ziyaa amn-o-aashtii kii mile
charaaG jin se diye be-shumaar raushan huu.n
Ahmad Faraz
Nazm
hiras
tere ho.nTo.n pe tabassum kii vo halkii sii lakiir
mere taKH.iil me.n rah rah ke jhalak uThtii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye ja.ng aur ye mere vatan ke shoKH javaa.n
KHariidii jaatii hai.n uThtii javaaniyaa.n jin kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
hamesha qatl ho jata hun main
bisaat-e-zindagii to har gha.Dii bichhtii hai uThtii hai
yahaa.n par jitne KHaane jitne ghar hai.n
Jaun Eliya
Nazm
jugnu
kabhii kabhii ye kasak huuk ban ke uThtii thii
yatiim dil ko mire ye KHayaal hotaa thaa!
Firaq Gorakhpuri
Nazm
uTho
uTho jaise dariyaa me.n uThtii hai mauj
uTho jaise aa.ndhii kii ba.Dhtii hai fauj
Ali Sardar Jafri
Nazm
hinDola
rago.n me.n uThtii hu.ii aa.ndhiyo.n ke vo jhaTke
ki jo tavaazun-e-hastii jhi.njho.D ke rakh de.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
vo ek tarz-e-suKHan kii KHushbuu
vo ek mahkaa hu.aa takallum
Tariq Qamar
Nazm
ek lamha
zehn jaag uThtaa hai ruuh jaag uThtii hai
naqsh aadmiyat ke jagmagaane lagte hai.n
Kaifi Azmi
Nazm
nura
naqaahat ke aalam me.n jab aa.nkh uThtii
nazar mujh ko aatii mohabbat kii devii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ai raushniyon ke shahr
duur ufuq tak ghaTtii ba.Dhtii uThtii rahtii hai
kohr kii suurat be-raunaq dardo.n kii gadlii lahr
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tum yaad mujhe aa jate ho
tum yaad mujhe aa jaate ho
jab barkhaa kii rut aatii hai jab kaalii ghaTaa.e.n uThtii hai.n