SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaadgaar"
Nazm MATCHES FOR "yaadgaar"
Nazm
hinDola
shu.uur-e-hind ke bachpan kii yaadgaar-e-aziim
ki aise vaise taKHayyul kii saa.ns ukha.D jaa.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
intiqam
ujlii ujlii uu.nchii diivaaro.n pe aks
un fara.ngii haakimo.n kii yaadgaar
Noon Meem Rashid
Nazm
intishaar
tamaam jism hai bedaar fikr KHvaabiida
dimaaG pichhle zamaane kii yaadgaar saa hai
Kaifi Azmi
Nazm
miTTi ka diya
shauq se us ne banaayaa maqbara ik shaandaar
aur chho.Daa us ne ik aivaan-e-aalii yaadgaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
mufahamat
jo yaadgaar the baaham satiiza-kaarii kii
ba-faiz-e-vaqt vo daaman ke chaak sil hii ga.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
khilta hua gulab hai 26 january
apne chaman me.n aa.ii thii jis din na.ii bahaar
jo din hai apnii azmat-o-rif.at kii yaadgaar
Shaukat Pardesi
Nazm
diwali
vo raam jo ki qaate-e-jaur-o-jafaa rahaa
ye raat yaadgaar hai us nek zaat kii
Arsh Malsiyani
Nazm
maulana mohammad ali jauhar
mujaahidiin-e-vatan me.n shumaar un kaa hai
har ek qaul-o-amal yaadgaar un kaa hai
Syeda Farhat
Nazm
tarana-e-qaumi
marhabaa ai KHaak-e-paak-e-kishvar-e-hindostaa.n
yaadgaar-e-ahd-e-maazii hai tuu ai jaan-e-jahaa.n
Safeer Kakorvi
Nazm
mera watan
naakaam hasrato.n kii yahii to hai yaadgaar
daaGo.n kaa jo hujuum dil-e-pur-mehan me.n hai
Arsh Malsiyani
Nazm
urdu-e-mualla
faarsii hindii kii aamezish se hai is kaa vajuud
yaadgaar-e-ittihaad-e-ahl-e-islaam-o-hanuud
Safi Lakhnavi
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
rahegaa ranj zamaane me.n yaadgaar tiraa
vo kaun dil hai ki jis me.n nahii.n mazaar tiraa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
qadam mila ke chalo
dilo.n me.n hubb-e-vatan kaa diyaa jalaa ke chalo
kabiir-o-naanak ho chishtii kii yaadgaar ho tum