SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaktaa"
Nazm MATCHES FOR "yaktaa"
Nazm
saqi-nama
vo suufii ki thaa KHidmat-e-haq me.n mard
mohabbat me.n yaktaa hamiiyat me.n fard
Allama Iqbal
Nazm
tariq ki dua
qabaa chaahiye us ko KHuun-e-arab se
kiyaa tuu ne sahraa-nashiino.n ko yaktaa
Allama Iqbal
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
chappa chappa pe hai.n yaa.n gauhar-e-yaktaa tah-e-KHaak
dafn hogaa na kahii.n itnaa KHazaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
marsiya-e-dehli 4
chappe chappe pe hai.n yaa.n gauhar-e-yaktaa tah-e-KHaak
dafn hogaa na kahii.n itnaa KHazaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
padmani
aa.ii duniyaa me.n jo tuu husn me.n yaktaa ban kar
chaman-e-dahr me.n phuulii gul-e-raanaa ban kar
Suroor Jahanabadi
Nazm
gandhi
ahinsaa kaa pairav magar sher-e-mard
mohabbat me.n yaktaa sadaaqat me.n fard
Arsh Malsiyani
Nazm
jamuna
Gul na kar aahista aahista ho ai jamunaa ravaa.n
taaj-e-ismat kaa yahaa.n har ik dur-e-yaktaa nihaa.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
nur-jahan
duniyaa-e-tadabbur me.n thii yaktaa-e-zamaana
haath us ke the aur un me.n hukuumat kii inaa.n thii
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
pyara watan hamara
hiiro.n me.n kul jahaa.n ke maanaa gayaa hai yaktaa
mumkin nahii.n abad tak jis kaa javaab milnaa
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
agar tum farz kar lo
agar tum farz kar lo
tum mere kaar-e-nashaat-o-vasl kaa yaktaa zariiya ho
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
maqsadiyat
tire be-aib yaktaa dast-e-qudrat ne
tire aadam kii baaqii bach rahii miTTii se guu.ndhaa thaa
Saima Aftab
Nazm
shri lal bahadur shastari wazir-e-azam hind
amn-o-sul.h-o-ja.ng me.n yaktaa thaa tuu
bhaartii tahziib kaa aa.iina-daar