SEARCH RESULTS
Showing search results for "yuunaa.n"
Nazm MATCHES FOR "yuunaa.n"
Nazm
tarana-e-hindi
yuunaan o misr o ruumaa sab miT ga.e jahaa.n se
ab tak magar hai baaqii naam-o-nishaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
mujassama
jaise yuunaan ke maGruur KHudaa-vando.n ne
regzaaraan-e-habsh kii kisii shahzaadii ko
Ahmad Faraz
Nazm
KHak-e-hind
sham-e-adab na thii jab yuunaa.n kii anjuman me.n
taabaa.n thaa mahr-e-daanish is vaadii-e-kuhan me.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
sunaayaa hind me.n aa kar suruud-e-rabbaanii
pasand kii kabhii yuunaa.n kii sarzamii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
fareb
misr o yuunaan ke majbuur Gulaamo.n kii tarah
ajnabii des ke baazaaro.n me.n bik jaate hai.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
goristan-e-shahi
aa dabaayaa mehr-e-iiraa.n ko ajal kii shaam ne
azmat-e-yuunaan-o-ruumaa luuT lii ayyaam ne
Allama Iqbal
Nazm
musafir
saqaafato.n ke har aatish-fishaa.n me.n jii ke milaa
talab kiyaa mujhe yuunaan ke KHudaa.o.n ne
Mustafa Zaidi
Nazm
huzn-e-insan
aur insaa.n hai ki hai jaada-kash-e-raah-e-taviil
ruuh-e-yuunaa.n pe salaam
Noon Meem Rashid
Nazm
tarana-e-watan
faKHr-e-yuunaan thii terii bazm-e-kuhan
mere hindustaa.n mere pyaare vatan
kanval Dibaivi
Nazm
ek sawal
ko.ii puuchhe hakiim-e-europe se
hind-o-yuunaa.n hai.n jis ke halqa-ba-gosh
Allama Iqbal
Nazm
rah-e-farar
vahii.n baate.n kartaa hai mil kar
jo suqraat kartaa thaa yuunaan ke manchalo.n se
Akhtarul Iman
Nazm
hum shair hote hain
ik sahmaa saa sakta hotaa hai dard nahii.n hotaa
yuunaan ke Daaku hai.n
Waheed Ahmad
Nazm
hindostan
tasliim kar rahe hai.n espen aur jaapaa.n
sab maante hai.n lohaa german france-o-yuuna.n
Aaftab Rais Panipati
Nazm
bulbul aur shair
aavaaza teraa pahu.nchaa yuunaan me.n ajam me.n
vaasif hai ruum teraa maddaah shaam teraa