SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarbo.n"
Nazm MATCHES FOR "zarbo.n"
Nazm
saqi-nama
subuk us ke haatho.n me.n sa.ng-e-giraa.n
pahaa.D us kii zarbo.n se reg-e-ravaa.n
Allama Iqbal
Nazm
shikwa
qaum apnii jo zar-o-maal-e-jahaa.n par martii
but-faroshii ke evaz but-shikanii kyuu.n kartii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
aasmaa.n-giir hu.aa naara-e-mastaana tiraa
kis qadar shoKH-zabaa.n hai dil-e-diivaana tiraa
Allama Iqbal
Nazm
zindagi se Darte ho
aadmii to tum bhii ho aadmii to ham bhii hai.n
aadmii zabaa.n bhii hai aadmii bayaa.n bhii hai
Noon Meem Rashid
Nazm
mere hamdam mere dost!
mai.n tujhe giit sunaataa rahuu.n halke shiirii.n
aabshaaro.n ke bahaaro.n ke chaman-zaaro.n ke giit
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
isii liye to jo likkhaa tapaak-e-jaa.n se likhaa
jabhii to loch kamaa.n kaa zabaan tiir kii hai
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ka sawal
haqiiqat hu.ii jaise mujh par ayaa.n
qalam ban gayaa hai KHudaa kii zabaa.n
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
kitaben
zabaa.n par zaa.iqa aataa thaa jo safhe palaTne kaa
ab u.nglii click karne se bas ik
Gulzar
Nazm
parinde ki fariyaad
aazaad mujh ko kar de o qaid karne vaale
mai.n be-zabaa.n huu.n qaidii tuu chho.D kar du.aa le!