SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarf-e-numuu"
Nazm MATCHES FOR "zarf-e-numuu"
Nazm
fasil-e-shab
jaane kis raah me.n hai qaafila-e-rang-o-numuu
ek ik shaaKH shaguufo.n se hai KHaalii ab tak
Qaisarul Jafri
Nazm
andhe pujari
zaraa sa.nbhal ke chale kaarvaan-e-rang-o-numuu
ki KHaar baiThe hai.n phuulo.n kii chilmane.n Daale
Qaisarul Jafri
Nazm
basant ki aamad
pattharo.n me.n josh-e-taasiir-e-numuu paidaa hu.aa
har rag-e-afsurda me.n taaza lahuu paidaa hu.aa
Mela Ram Wafa
Nazm
mai-shikasta-dili ai harif-e-zauq-e-numu
mai-shikasta-dilii ai hariif-e-zauq-e-numuu
kisii guzishta sadii ke utaaq-e-viiraa.n se
Aslam Ansari
Nazm
alaw
ki ahl-e-zarf-o-Gariibaan-e-shahr-e-ehsaasaat
taras rahe hai.n suKHan-haa-e-guftanii ke liye
Sahar Ansari
Nazm
jugnu
KHud apne qad se ba-josh-e-numuu nikaltaa hu.aa
fusuun-e-ruuh banaatii rago.n me.n chaltaa hu.aa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
qadr-o-qimat
patte patte hai.n lekin be-aab-o-numuu
chaa.nd hai lekin bhiik kaa piyaala kirno.n se mahruum
Yusuf Zafar
Nazm
ek pur-asrar sada
vo bhii zarf-e-sar-KHushii kii daad dete the use
ek sannaaTaa hai ab har rah-guzar par chaar-suu
Balraj Komal
Nazm
zarf
haa.n magar jaam uThaanaa hai to tuu soch zaruur
zarf-e-mai-KHvaar se qaa.em hai vaqaar-e-mai-KHvaar