SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-lazzat-e-dushnaam"
Nazm MATCHES FOR "zauq-e-lazzat-e-dushnaam"
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kuchh is tarah se ba.Dhaa dil me.n zauq-e-aazaadii
ki rafta rafta tamanna javaan hotii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
sab maya hai
haa.n gaahe gaahe diid kii daulat haath aa.ii
yaa ek vo lazzat naam hai jis kaa rusvaa.ii
Ibn-e-Insha
Nazm
saya-e-gurezan
ham ko hariis-e-lazzat-e-aazaar soch ke
aur is fareb me.n vo KHud
Salahuddin Parvez
Nazm
baad-az-waqt
shauq-e-majbuur ko bas ek jhalak dikhlaa kar
vaaqif-e-lazzat-e-takraar na kar denaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lazzat-e-agahi
mai.n ajiib lazzat-e-aagahii se do chaar huu.n
yahii aagahii miraa lutf hai miraa karb hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
aurat
lazzat-e-diid se dekhoge machal jaa.oge
aag huu.n haath lagaa.oge to jal jaa.oge
Asad Rizvi
Nazm
reza-e-wajud
vajuud apne an-ginat havaas kaa gunaah hai
shu.uur-o-lams-o-lazzat-o-maqaam ke saraab hai.n
Sahar Ansari
Nazm
jabr-e-haalat
baa hama Gam ba hama lazzat-e-aazaar-e-sitam
dekhnaa Thahraa mujhe aarzuu-e-vasl kaa KHuu.n
Muslim Shameem
Nazm
talab hai daryuza-gar
ye luqma-e-KHushk-o-halq-farsaa
kabhii to lazzat-e-shi.aar-e-kaam-o-dahan bhii hotaa
Qamar Hashmi
Nazm
ahd-e-mohabbat
laakho.n afsaane sar-e-raah hu.aa karte hai.n
lazzat-e-shorish-e-jazbaat se bahkaa.e hu.e