SEARCH RESULTS
Showing search results for "zid"
Nazm MATCHES FOR "zid"
Nazm
dosti ka hath
tumhe.n bhii zid hai ki mashq-e-sitam rahe jaarii
hame.n bhii naaz ki jaur-o-jafaa ke aadii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
teri aawaz
dil ko ye zid thii ki tuu aa.e tasallii dene
merii koshish thii ki kambaKHt ko nii.nd aa jaa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
hum gunahgar aurten
ki ab jo diivaar gir chukii hai
use uThaane kii zid na karnaa!
Kishwar Naheed
Nazm
andeshe
zulf zid kar ke kisii ne jo haTaa.ii hogii
ruuThe jalvo.n pe KHizaa.n aur bhii chhaa.ii hogii
Kaifi Azmi
Nazm
tumhein pyar hai, to yaqin do,
tumhe.n pyaar hai, to yaqiin do,
mujhe na kaho, tumhe.n pyaar hai, mujhe dekhne kii na zid karo,
Arif Ishtiaque
Nazm
wirsa
terii taKHliiq nahii.n hai mirii taKHliiq nahii.n
ham agar zid bhii kare.n us pe to tasdiiq nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
barsat ki bahaaren
maaruu.ngii tere aa kar ik laat bhiig ahmaq
mujh ko bhii zid cha.Dhii hai din-raat bhiig ahmaq
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hum to majbur the is dil se
ham to majbuur the is dil se ki jis kii zid par
ham ne us raat ke maathe pe sahar kii tahriir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
magar vo sab aap apnii zid hai.n
tamaam, jaise gumaa.n kaa mumkin
Noon Meem Rashid
Nazm
zindagi
ishq kii zid me.n faraa.ez ko bhulaanaa kaisaa
zindagii sirf mohabbat to nahii.n hai anjum
Jan Nisar Akhtar
Nazm
main aur meri tanhai
aur hame.n ghar tak chho.Dne kii zid kii
ham ne dabe-paa.nv uu.nghte darvaaze par dastak dii