SEARCH RESULTS
Showing search results for "zohd"
Nazm MATCHES FOR "zohd"
Nazm
abhi to main jawan hun
KHayaal-e-zohd abhii kahaa.n
abhii to mai.n javaan huu.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
aadmi-nama
hattaa ki apne zohd-o-riyaazat ke zor se
KHaaliq se jaa milaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
zohd aur rindi
labrez mai-e-zohd se thii dil kii suraahii
thii tah me.n kahii.n durd-e-KHayaal-e-hama-daanii
Allama Iqbal
Nazm
nau-jawan se
na dekh zohd kii tuu ismat-e-gunah-aaluud
gunah me.n fitrat-e-ismat-ma.aab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mukafat
rahii hai hazrat-e-yazdaa.n se dostii merii
rahaa hai zohd se yaaraana ustuvaar meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
barsat
yuu.n to piine ke bahut charche hai.n bazm-e-zohd me.n
kaun kaafir hai jise inkaar hai barsaat me.n
Suhail Kakorvi
Nazm
holi khelne ki farmaish par
hai ye ahbaab ko israar ki holii kheluu.n
to.D duu.n aaj to mai.n zohd-o-taqaddus kaa fusuu.n
kanval Dibaivi
Nazm
aagahi ki dua
go ba-zaahir ibaadat kii aadat nahii.n hai
ri.nd-mashrab huu.n zohd-o-riyaazat se raGbat nahii.n hai
Waheed Akhtar
Nazm
KHuda se
insaa.n-numaa darinde shaitaan bhii nahii.n hai.n
ye zohd kii dukaane.n ye ma.asiyat kii kaane.n
Qaisar Amravatwi
Nazm
chalti phirti diwaren
magar un kii qanaa.at girya-zaarii zohd-o-taqvaa
dikhaavaa hai banaavaT aur sajaavaT hai
Maimoona Abbas Khan
Nazm
bahadur-shah zafar
zohd-o-piirii me.n bhii ik jur.at-e-rindaana thii
saamne maut ke tadbiir-e-hariifaana thii
Shamsii Meenai
Nazm
dast-e-saqi se phir ek jam gira
kahaa.n vo daur ki saaqii kii bazm-e-rangii.n me.n
uruus-e-zohd ko baKHshii ga.ii qabaa-e-sharaab
Sabir Aarwi
Nazm
aankhen meri baqi un ka
is mahfil-e-nashaat ke narGe me.n vo bhii the
chehre pe jin ke zohd-o-vara.a thaa likhaa hu.aa
Shorish kashmiri
Nazm
jashn-e-jamhuriyat
qusuur-vaar zohd hai piye jo be-qusuur hai
har ik fazaa pe rang hai har ek samt nuur hai
Arsh Malsiyani
Nazm
kuchh nahin ke do pahlu
jahaa.n zohd-e-KHushk aa gayaa us jagah
mohabbat muravvat vafaa kuchh nahii.n
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
aaina
dekho shaitaa.n phir aa nikle
mai.n ne bhii sab apnii mataa-e-zohd-o-taqvaa sabr-o-qanaa.at