aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
dekhoge to aa.egī tumheñ apnī jafā yaad
ḳhāmosh jise pāoge ḳhāmosh na hogā
dekhoge to aaegi tumhein apni jafa yaad
KHamosh jise paoge KHamosh na hoga
aap chheḌeñ na vafā kā qissa
baat meñ baat nikal aatī hai
aap chheDen na wafa ka qissa
baat mein baat nikal aati hai
yāroñ kā tarz-e-hausla-afzā.ī dekhiye
tahsīn meñ hai tanz kā patthar chhupā huā
yaron ka tarz-e-hausla-afzai dekhiye
tahsin mein hai tanz ka patthar chhupa hua
maiñ jab so jā.ūñ in āñkhoñ pe apne hoñT rakh denā
yaqīñ aa jā.egā palkoñ tale bhī dil dhaḌaktā hai
main jab so jaun in aankhon pe apne honT rakh dena
yaqin aa jaega palkon tale bhi dil dhaDakta hai
kaun badan se aage dekhe aurat ko
sab kī āñkheñ girvī haiñ is nagrī meñ
sab ki aankhen girwi hain is nagri mein
Jashn-e-Rekhta 11th Edition | 29-30-31 Jan, 2027 Buy Tickets
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books